( कुछ फूल खिले अरमानों के
पर जी भर के मुसका न सके ) -2
दिल रो-रो ख़ून हुआ फिर भी -2
आँखों में आँसू आ न सके
कुछ फूल खिले अरमानों के
( जाने ये बंधन कब छूटे
दुख की ज़ंजीरें कब टूटें ) -2
देखो क़िसमत की मजबूरी -2
वो आ न सके हम जा न सके
देखो क़िसमत की मजबूरी
ओ
मेरा उजड़ा है गुलशन खिल के
हाय बिछड़े हैं दो दिल मिल के -2
वो हमको पा कर खो बैठे -2
हम उनको खो कर पा न सके
कुछ फूल खिले अरमानों के
पर जी भर के मुसका न सके
कुछ फूल खिले अरमानों के
( kuchh phūl khile armānoṅ ke
par jī bhar ke muskā na sake ) -2
dil ro-ro khūn huā phir bhī -2
āṇkhoṅ meṅ āṇsū ā na sake
kuchh phūl khile armānoṅ ke
( jāne ye baṅdhan kab chhūṭe
dukh kī zaṅjīreṅ kab ṭūṭeṅ ) -2
dekho qismat kī majbūrī -2
vo ā na sake ham jā na sake
dekho qismat kī majbūrī
o
merā ujaṛā hai gulaśhan khil ke
hāy bichhaṛe haiṅ do dil mil ke -2
vo hamko pā kar kho baiṭhe -2
ham unko kho kar pā na sake
kuchh phūl khile armānoṅ ke
par jī bhar ke muskā na sake
kuchh phūl khile armānoṅ ke