Kuchh to mere dil men ho rahaa hai

कुछ तो मेरे दिल में हो रहा है
Year
Language

कुछ कुछ कुछ कुछ
कुछ तो मेरे दिल में हो रहा है
कहीं दर्द सा उठा कहीं प्यास है जगी कहीं आग लगी है सजना
कुछ तो मेरे दिल …

थोड़ा सा होश है थोड़ा ख्याल है कैसा कैसा लगता है
पूछो ना दिलरुबा मेरा क्‌या हाल है ऐसा वैसा लगता है
तूने छुआ जो जान-ए-मन आने लगा मज़ा ऐसा
लगा कि सहरा पे छाई कहीं घटा
कभी हो रही यहां कभी हो रही वहां
जाने पीर ये कहां है सजना
कुछ तो मेरे दिल …

मैं भी जवान हूँ तू भी जवान है मौसम भी मतवाला है
मेरे नसीब आ मेरे करीब आ कब से खुद को संभाला है
देखा तुझे तो दिलजानी आशिक़ बना तेरा
तेरे लिए मेरे दिलबर गोरा बदन मेरा
मेरी नींद खो गई मेरा चैन खो गया
मुझे प्यार हो गया है सजना
कुछ तो मेरे दिल …

kuchh kuchh kuchh kuchh
kuchh to mere dil meṅ ho rahā hai
kahīṅ dard sā uṭhā kahīṅ pyās hai jagī kahīṅ āg lagī hai sajnā
kuchh to mere dil …

thoṛā sā hośh hai thoṛā khyāl hai kaisā kaisā lagtā hai
pūchho nā dilrubā merā k‌yā hāl hai aisā vaisā lagtā hai
tūne chhuā jo jān-e-man āne lagā mazā aisā
lagā ki sahrā pe chhāī kahīṅ ghaṭā
kabhī ho rahī yahāṅ kabhī ho rahī vahāṅ
jāne pīr ye kahāṅ hai sajnā
kuchh to mere dil …

maiṅ bhī javān hūṇ tū bhī javān hai mausam bhī matvālā hai
mere nasīb ā mere karīb ā kab se khud ko saṅbhālā hai
dekhā tujhe to diljānī āśhiq banā terā
tere lie mere dilbar gorā badan merā
merī nīṅd kho gaī merā chain kho gayā
mujhe pyār ho gayā hai sajnā
kuchh to mere dil …