Kuchh kasmen hain javaan kuchh vaade hain haseen

कुछ कस्में हैं जवाँ कुछ वादे हैं हसीं
Work
Year
Language

कुछ कस्में हैं जवाँ कुछ वादे हैं हसीं
कैसा है ये असर जादू है देखो हर कहीं
कुछ दिल में प्यास है और तू भी पास है
वो झुक गया आसमां लगता है चूमें ये ज़मीं
कुछ कस्में हैं …

जब चलती है ये प्यार की हवा
ये दिल वहीं पंछी बन के उड़ता है
और क्‌या होता है इस प्यार में बता
ये इश्क़ का तूफ़ां कैसे थमता है
छाई बेखुदी ये कैसी दिलकशी
चाहत की हर अदा कितनी है देखो शबनमी
कुछ दिल में प्यास है
दिल ही तो समझे है हो दिल की ज़ुबां
ना समझता है ना समझेगा ज़हाँ

हूँ डूब के मोहब्बत में कुछ तो पाएंगे
साहिल पे मोती होते हैं कहाँ
कुछ रिश्ते हैं नये कुछ बातें अनकही
बारिश है प्यार की आज भीगेगी दिल की ज़मीं
कुछ कस्में हैं …

kuchh kasmeṅ haiṅ javāṇ kuchh vāde haiṅ hasīṅ
kaisā hai ye asar jādū hai dekho har kahīṅ
kuchh dil meṅ pyās hai aur tū bhī pās hai
vo jhuk gayā āsmāṅ lagtā hai chūmeṅ ye zamīṅ
kuchh kasmeṅ haiṅ …

jab chaltī hai ye pyār kī havā
ye dil vahīṅ paṅchhī ban ke uṛtā hai
aur k‌yā hotā hai is pyār meṅ batā
ye iśhq kā tūfāṅ kaise thamtā hai
chhāī bekhudī ye kaisī dilakśhī
chāhat kī har adā kitnī hai dekho śhabanmī
kuchh dil meṅ pyās hai
dil hī to samjhe hai ho dil kī zubāṅ
nā samajhtā hai nā samjhegā zahāṇ

hūṇ ḍūb ke mohabbat meṅ kuchh to pāeṅge
sāhil pe motī hote haiṅ kahāṇ
kuchh riśhte haiṅ naye kuchh bāteṅ anakhī
bāriśh hai pyār kī āj bhīgegī dil kī zamīṅ
kuchh kasmeṅ haiṅ …