कोई उम्मिद बर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती
कुछ हुआ हासिल न अब तक कोशिश-ए-बेकार से -2
देख लेंगे सर भी टकरा कर दर-ओ-दीवार से -2
कुछ हुआ हासिल न अब तक कोशिश-ए-बेकार से
कुछ हुआ हासिल
नाज़ था जिन कारनामों पर कभी हमको बहोत
जाने क्यूँ वो अब नज़र आते हैं कुछ बेकार से
कुछ हुआ हासिल
सीधे-सादे रास्ते पर क्या उठायें हम कदम
पाँव लिपटे जा रहे हैं राह-ए-नाहमगार से
कुछ हुआ हासिल न अब तक कोशिश-ए-बेकार से
कुछ हुआ हासिल्
koī ummid bar nahīṅ ātī
koī sūrat nazar nahīṅ ātī
kuchh huā hāsil na ab tak kośhiśh-e-bekār se -2
dekh leṅge sar bhī ṭakrā kar dar-o-dīvār se -2
kuchh huā hāsil na ab tak kośhiśh-e-bekār se
kuchh huā hāsil
nāz thā jin kārnāmoṅ par kabhī hamko bahot
jāne kyūṇ vo ab nazar āte haiṅ kuchh bekār se
kuchh huā hāsil
sīdhe-sāde rāste par kyā uṭhāyeṅ ham kadam
pāṇv lipṭe jā rahe haiṅ rāh-e-nāhamgār se
kuchh huā hāsil na ab tak kośhiśh-e-bekār se
kuchh huā hāsil