कुछ बात है तुममें तो हमको पहली नज़र में मार गए
कुछ बात है तुममें तो हमको पहली नज़र में मार गए
हम प्यार के क़ायल कब थे मगर ये सच है तुमसे हार गए
कुछ बात है …
मिली कैसे कैसे नज़ारों से नज़र परियों के कूचे हसीनों के नगर
दिल कहे ठहर तो मैने कहा चल देखें ज़रा क्या है नज़ारों के उधर
सब मन्सूबे बेकार गए
कुछ बात है …
हाथों में लिया है तभी जो मेरा हाथ कुछ भी ना कह के कही हैं कई बात
नज़रें मिली तो दिल ने कहा अब तो हो जानम ये दिन है कि रात
क्या कहते जब हार गए
कुछ बात है …
kuchh bāt hai tummeṅ to hamko pahlī nazar meṅ mār gae
ham pyār ke qāyal kab the magar ye sach hai tumse hār gae
kuchh bāt hai …
milī kaise kaise nazāroṅ se nazar pariyoṅ ke kūche hasīnoṅ ke nagar
dil kahe ṭhahar to maine kahā chal dekheṅ zarā kyā hai nazāroṅ ke udhar
sab mansūbe bekār gae
kuchh bāt hai …
hāthoṅ meṅ liyā hai tabhī jo merā hāth kuchh bhī nā kah ke kahī haiṅ kaī bāt
nazreṅ milī to dil ne kahā ab to ho jānam ye din hai ki rāt
kyā kahte jab hār gae
kuchh bāt hai …