Kuchee-kuchee rak‌kammaa sun lo tum

कुची-कुची रक्‌कम्मा सुन लो तुम्
Work
Year
Language

कुची-कुची रक्‌कम्मा सुन लो तुम

अच्छी-अच्छी गुड़िया दे दो तुम

सारा जहाँ सो गया चाँद कहीं खो गया

कुची-कुची रक्‌कम्मा
अच्छी-अच्छी गुड़िया
हैया हैया हैया हैया हैया हैया या
हैया हैया हैया हैया हैया हैया या

कुची कुची रक्‌कम्मै पास आओ ना

इक अच्छी अच्छी गुड़िया दे दो ना

सारा जहाँ सो गया चाँद कहीं खो गया
कुची कुची रक्‌कम्मा
अच्छी अच्छी गुड़िया

कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना

इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना

सारा जहाँ सोया नहीं चाँद कहीं खोया नहीं

कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना
इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना
तरा रम तरा रम तरा तरा रम तरा रम

नचे मोर पानी में छम-छम गये कोयल दिल चाही सरगम

चाहे खिलती कली शबनम हे अब एक बेटी चाहें हम

ऐसे मत कहो कुछ भी तुम नज़र फेर लो हम से तुम

बहुत हसीं ये नज़ारे हैं बस इन को देखो तुम

आया प्यार का ये मौसम राग मिलन का छेड़ें हम

डाल-डाल पे फूल खिले खाली पड़े हैं क्‌यों सावन के झूले

हाँ बस दे-दे एक कुड़ी

बस रहो दूर यूँ ही

आ आ आ आ बस दे-दे एक कुड़ी
बस रहो दूर यूँ ही
पास आ के तुझ से तो दूर रहा जाये ना

कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना
इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना
सारा जहाँ सोया नहीं चाँद कहीं खोया नहीं
कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना
इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना
सारा जहाँ सोया नहीं चाँद कहीं खोया नहीं
कुची-कुची रक्‌कम्मा
अच्छी-अच्छी गुड़िया

हैया हैया हय हैया हैया हय या हय
हैया हैया हय हैया हैया हय या हय
हैया हैया हैया हैया हय य हय हय हय हैया
हैया हैया हैया हैया हय य हय हय हय हैया

हु हु

तेरे बिना दिन-रात भी क्‌या तेरे बिना ये जीवन क्‌या

तू नहीं तो मैं कुछ भी नहीं पर ज़िद बोलो ये क्‌या

और यही बस चाहूँ मैं तुझ सी एक हसीं गुड़िया मिले

तू है रात दीवाली की वो ईद का चाँद लगे

बहुत प्यारा है तेरा ख़याल तेरे ख़याल का क्‌या कहना

पर ज़िद अब ये दिल से निकाल ये हम ना मानेंगे चाहें कुछ कर ले

छोड़ दे आस ये

दिल न तोड़ ये

अरे छोड़ दे आस ये
दिल न तोड़ ये
तेरी ऐसी मीठी-मीठी बातों में हम आयें ना

कुची-कुची रक्‌कम्मा
अच्छी-अच्छी गुड़िया
कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना
इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना
सारा जहाँ सोया नहीं चाँद कहीं खोया नहीं
कुची-कुची रक्‌कम्मा पास आये ना
इक प्यारी-प्यारी गुड़िया ना दे ना
सारा जहाँ सोया नहीं चाँद कहीं खोया नहीं
कुची-कुची रक्‌कम्मा

kuchī-kuchī rak‌kammā sun lo tum

achchhī-achchhī guṛiyā de do tum

sārā jahāṇ so gayā chāṇd kahīṅ kho gayā

kuchī-kuchī rak‌kammā
achchhī-achchhī guṛiyā
haiyā haiyā haiyā haiyā haiyā haiyā yā
haiyā haiyā haiyā haiyā haiyā haiyā yā

kuchī kuchī rak‌kammai pās āo nā

ik achchhī achchhī guṛiyā de do nā

sārā jahāṇ so gayā chāṇd kahīṅ kho gayā
kuchī kuchī rak‌kammā
achchhī achchhī guṛiyā

kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā

ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā

sārā jahāṇ soyā nahīṅ chāṇd kahīṅ khoyā nahīṅ

kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā
ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā
tarā ram tarā ram tarā tarā ram tarā ram

nache mor pānī meṅ chham-chham gaye koyal dil chāhī sargam

chāhe khiltī kalī śhabnam he ab ek beṭī chāheṅ ham

aise mat kaho kuchh bhī tum nazar pher lo ham se tum

bahut hasīṅ ye nazāre haiṅ bas in ko dekho tum

āyā pyār kā ye mausam rāg milan kā chheṛeṅ ham

ḍāl-ḍāl pe phūl khile khālī paṛe haiṅ k‌yoṅ sāvan ke jhūle

hāṇ bas de-de ek kuṛī

bas raho dūr yūṇ hī

ā ā ā ā bas de-de ek kuṛī
bas raho dūr yūṇ hī
pās ā ke tujh se to dūr rahā jāye nā

kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā
ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā
sārā jahāṇ soyā nahīṅ chāṇd kahīṅ khoyā nahīṅ
kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā
ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā
sārā jahāṇ soyā nahīṅ chāṇd kahīṅ khoyā nahīṅ
kuchī-kuchī rak‌kammā
achchhī-achchhī guṛiyā

haiyā haiyā hay haiyā haiyā hay yā hay
haiyā haiyā hay haiyā haiyā hay yā hay
haiyā haiyā haiyā haiyā hay ya hay hay hay haiyā
haiyā haiyā haiyā haiyā hay ya hay hay hay haiyā

hu hu

tere binā din-rāt bhī k‌yā tere binā ye jīvan k‌yā

tū nahīṅ to maiṅ kuchh bhī nahīṅ par zid bolo ye k‌yā

aur yahī bas chāhūṇ maiṅ tujh sī ek hasīṅ guṛiyā mile

tū hai rāt dīvālī kī vo īd kā chāṇd lage

bahut pyārā hai terā khayāl tere khayāl kā k‌yā kahnā

par zid ab ye dil se nikāl ye ham nā māneṅge chāheṅ kuchh kar le

chhoṛ de ās ye

dil na toṛ ye

are chhoṛ de ās ye
dil na toṛ ye
terī aisī mīṭhī-mīṭhī bātoṅ meṅ ham āyeṅ nā

kuchī-kuchī rak‌kammā
achchhī-achchhī guṛiyā
kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā
ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā
sārā jahāṇ soyā nahīṅ chāṇd kahīṅ khoyā nahīṅ
kuchī-kuchī rak‌kammā pās āye nā
ik pyārī-pyārī guṛiyā nā de nā
sārā jahāṇ soyā nahīṅ chāṇd kahīṅ khoyā nahīṅ
kuchī-kuchī rak‌kammā