Kuchchee kuchchee ... goree jo matke baalon ko jhatke ... kanvaaraa man bhatke

कुच्ची कुच्ची ... गोरी जो मटके बालों को झटके ... कंवारा मन भटके
Work
Year
Language

कुच्ची कुच्ची
गोरी जो मटके बालों को झटके गालों से रस टपके
कंवारा मन भटके -2
गोरी जो मटके …

देखे पलट के बाहों में लटके तो राज़ी मन चटके
कंवारा मन भटके -2

हूँ कुच्ची कुच्ची
आ हा हा
ओ हो हो
हाथों से खेलूंगा गुस्सा मैं ले लूंगा
आ मेरे पास मेरी जान चली आ
जाने दो जाने दो मौक़ा तो आने दे
जाने दे यार सोई प्यास न जगा
साथी के बिना तो बेकार है जवानी
देखो सब देखो ना छेड़ दिलबरजानी
दिलजानी -3
हूँ कुच्ची कुच्ची
गोरी जो मटके …

फूलों को मिलना है मिलना है मिलना है
आए बहार में भी जीत का मज़ा
मौसम मस्ताना है दिल भी दीवाना है
आ हा हा
छाया है आज तेरी प्रीत का नशा
जाऊं मैं आगे जो आँख शर्माए
रातों के मैं जागूं क़रार भी ना आए ना आए ना आए ना आए
कुच्ची कुच्ची
गोरी जो मटके …

kuchchī kuchchī
gorī jo maṭke bāloṅ ko jhaṭke gāloṅ se ras ṭapke
kaṅvārā man bhaṭke -2
gorī jo maṭke …

dekhe palaṭ ke bāhoṅ meṅ laṭke to rāzī man chaṭke
kaṅvārā man bhaṭke -2

hūṇ kuchchī kuchchī
ā hā hā
o ho ho
hāthoṅ se khelūṅgā gussā maiṅ le lūṅgā
ā mere pās merī jān chalī ā
jāne do jāne do mauqā to āne de
jāne de yār soī pyās na jagā
sāthī ke binā to bekār hai javānī
dekho sab dekho nā chheṛ dilbarjānī
diljānī -3
hūṇ kuchchī kuchchī
gorī jo maṭke …

phūloṅ ko milnā hai milnā hai milnā hai
āe bahār meṅ bhī jīt kā mazā
mausam mastānā hai dil bhī dīvānā hai
ā hā hā
chhāyā hai āj terī prīt kā naśhā
jāūṅ maiṅ āge jo āṇkh śharmāe
rātoṅ ke maiṅ jāgūṅ qarār bhī nā āe nā āe nā āe nā āe
kuchchī kuchchī
gorī jo maṭke …