कुछ ना कहो, कुछ भी ना कहो
कुछ ना कहो, कुछ भी ना कहो
क्या कहना है, क्या सुनना है
मुझको पता है, तुमको पता है
समय का ये पल, थम सा गया है
और इस पल में कोई नहीं है
बस एक मैं हूँ बस एक तुम हो
शानू: कितने गहरे हल्के, शाम के रंग हैं छलके
पर्वत से यूँ उतरे बादल जैसे आँचल ढलके
सुलगी सुलगी साँसें बहकी बहकी धड़कन
महके महके शाम के साये, पिघले पिघले तन मन
लता: खोए सब पहचाने खोए सारे अपने
समय की छलनी से गिर गिरके, खोए सारे सपने
हमने जब देखे थे, सुन्दर कोमल सपने
फूल सितारे पर्वत बादल सब लगते थे अपने
kuchh nā kaho, kuchh bhī nā kaho
kyā kahnā hai, kyā sunnā hai
mujhko patā hai, tumko patā hai
samay kā ye pal, tham sā gayā hai
aur is pal meṅ koī nahīṅ hai
bas ek maiṅ hūṇ bas ek tum ho
śhānū: kitne gahre halke, śhām ke raṅg haiṅ chhalke
parvat se yūṇ utre bādal jaise āṇchal ḍhalke
sulgī sulgī sāṇseṅ bahkī bahkī dhaṛkan
mahke mahke śhām ke sāye, pighle pighle tan man
latā: khoe sab pahchāne khoe sāre apne
samay kī chhalnī se gir girke, khoe sāre sapne
hamne jab dekhe the, sundar komal sapne
phūl sitāre parvat bādal sab lagte the apne