Krshnaa krshnaa bol pyaare

कृष्णा कृष्णा बोल प्यारे
Year
Language

कृष्णा कृष्णा बोल प्यारे मन की आँखें खोल प्यारे
नस नस में रस घोल प्यारे मदमस्ती में डोल प्यारे
मान ले मेरा कहना हाँ दम पे दम मारे जा
कृष्णा कृष्णा बोल …

ला ला ला ला प्रेमिका प्रेमिका
दुनिया वाले कुछ भी बोलें कभी फ़िकर मत करना
मजे लूटना मौज मनाना कभी ना आहें भरना
जो जितना बदनाम होगा उतना उसका नाम होगा
दर्द में जीना आराम होगा उसका ही सब काम होगा
मान ले मेरा कहना …

kṛṣhṇā kṛṣhṇā bol pyāre man kī āṇkheṅ khol pyāre
nas nas meṅ ras ghol pyāre madamastī meṅ ḍol pyāre
mān le merā kahnā hāṇ dam pe dam māre jā
kṛṣhṇā kṛṣhṇā bol …

lā lā lā lā premikā premikā
duniyā vāle kuchh bhī boleṅ kabhī fikar mat karnā
maje lūṭnā mauj manānā kabhī nā āheṅ bharnā
jo jitnā badnām hogā utnā uskā nām hogā
dard meṅ jīnā ārām hogā uskā hī sab kām hogā
mān le merā kahnā …