Oy naukar sarkaaree tainoon dil de ke main haaree

ओय नौकर सरकारी तैनूं दिल दे के मैं हारी
Work
Year
Language

ओय
ओय नौकर सरकारी तैनूं दिल दे के मैं हारी
ऐसे प्यार से अच्छा था मर जांदी मैं कंवारी
ओय
ओय नौकर सरकारी …

मेरी जान से ओ बेदर्दी तुझे प्यारी अपनी वर्दी
मालूम अगर ये होता मैं प्यार कदे ना करदी
तुझको हैं काम हज़ारों कब आएगी मेरी बारी
ओय नौकर सरकारी …

हाय मैं ठंडी आहें भरती हूँ
मैं काँटों पे चलती हूँ
रातों में जागती हूँ
मैं बरसातों में जलती हूँ
जल जल के प्यार में तेरे मैं बन गई इक चिंगारी
ओय नौकर सरकारी …

ये प्रीत है मेरी झूठी बस अपनी यारी टूटी
मैं प्यार प्यार करती हूँ तू बोले duty duty
हरजाई कहेगी तुझको दुनिया ये दुनिया सारी
ओय नौकर सरकारी …

oy
oy naukar sarkārī tainūṅ dil de ke maiṅ hārī
aise pyār se achchhā thā mar jāṅdī maiṅ kaṅvārī
oy
oy naukar sarkārī …

merī jān se o bedardī tujhe pyārī apnī vardī
mālūm agar ye hotā maiṅ pyār kade nā kardī
tujhko haiṅ kām hazāroṅ kab āegī merī bārī
oy naukar sarkārī …

hāy maiṅ ṭhaṅḍī āheṅ bhartī hūṇ
maiṅ kāṇṭoṅ pe chaltī hūṇ
rātoṅ meṅ jāgtī hūṇ
maiṅ barsātoṅ meṅ jaltī hūṇ
jal jal ke pyār meṅ tere maiṅ ban gaī ik chiṅgārī
oy naukar sarkārī …

ye prīt hai merī jhūṭhī bas apnī yārī ṭūṭī
maiṅ pyār pyār kartī hūṇ tū bole duty duty
harjāī kahegī tujhko duniyā ye duniyā sārī
oy naukar sarkārī …