कोठे ऊपर कोठरा मैं उस पर रेल चला दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा हाँ
मैं उस पर रेल चला दूंगी
शहर शहर और गांव गांव में जाकर धूम मचा दूंगी
मैं तो हूँ इक हुस्न का शोला दिलवालों को जला दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा …
आओ मेरे चाहने वालों जल्दी टिकट कटा लो तुम
बम्बई दिल्ली पटना क्या london की सैर करा दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा …
मैं ज़ुल्मी नौटंकी वाली दिल ज़रा थाम के बैठो जी
मारूंगी ठुमके पे ठुमका सबके होश उड़ा दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा …
देख के मेरी भरी जवानी जो कोई राह में छेड़ेगा
कह कर दरोगा बाबू से उसको अन्दर करवा दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा …
जो मेरा सजना कहेगा मुझसे बाहों में भर लेने को
पलंग बिछा कर उस पर मैं फूलों की सेज सजा दूंगी
कोठे ऊपर कोठरा …
koṭhe ūpar koṭhrā hāṇ
maiṅ us par rel chalā dūṅgī
śhahar śhahar aur gāṅv gāṅv meṅ jākar dhūm machā dūṅgī
maiṅ to hūṇ ik husn kā śholā dilvāloṅ ko jalā dūṅgī
koṭhe ūpar koṭhrā …
āo mere chāhne vāloṅ jaldī ṭikaṭ kaṭā lo tum
bambaī dillī paṭnā kyā london kī sair karā dūṅgī
koṭhe ūpar koṭhrā …
maiṅ zulmī nauṭaṅkī vālī dil zarā thām ke baiṭho jī
mārūṅgī ṭhumke pe ṭhumkā sabke hośh uṛā dūṅgī
koṭhe ūpar koṭhrā …
dekh ke merī bharī javānī jo koī rāh meṅ chheṛegā
kah kar darogā bābū se usko andar karvā dūṅgī
koṭhe ūpar koṭhrā …
jo merā sajnā kahegā mujhse bāhoṅ meṅ bhar lene ko
palaṅg bichhā kar us par maiṅ phūloṅ kī sej sajā dūṅgī
koṭhe ūpar koṭhrā …