कोरा कागज़ था ये मन मेरा, लिख लिया नाम इस पे तेरा
कि: कोरा कागज़ था ये मन मेरा
लिख लिया नाम इस पे तेरा
ल: सूना आंगन था जीवन मेरा
बस गया प्यार जिस पे तेरा
कि: (टूट ना जाये सपने मैं डरता हूँ
नित दिन सपनों में देखा करता हूँ) - 2
नैना कजरारे मतवारे ये इशारे
खाली दरपन था ये मन मेरा
रच गया रूप इस में तेरा
ल: कोरा कागज़ था ये मन मेरा
लिख लिया नाम इस पे तेरा
ल: चैन गंवाया मैने निंदिया गंवाई
सारी सारी रात जागूं दूँ मैं दुहाई
कहूँ क्या मैं आगे नेहा लागे जी ना लागे
कोई दुशमन था ये मन मेरा
बन गया मीत जा के तेरा
कि: कोरा कागज़ था ये मन मेरा
लिख लिया नाम इस पे तेरा
कि: बागों में फूलों के खिलने से पहले
ल: तेरे मेरे नैनों के मिलने से पहले
कि: कहाँ की ये बातें
ल: मुलाकातें
कि: ऐसी रातें
ल: टूटा तारा था ये मन मेरा
कि: बन गया चांद होके तेरा
कि, ल: कोरा कागज़ था ये मन मेरा
लिख लिया नाम इस पे तेरा
ki: korā kāgaz thā ye man merā
likh liyā nām is pe terā
la: sūnā āṅgan thā jīvan merā
bas gayā pyār jis pe terā
ki: (ṭūṭ nā jāye sapne maiṅ ḍartā hūṇ
nit din sapnoṅ meṅ dekhā kartā hūṇ) - 2
nainā kajrāre matvāre ye iśhāre
khālī darpan thā ye man merā
rach gayā rūp is meṅ terā
la: korā kāgaz thā ye man merā
likh liyā nām is pe terā
la: chain gaṅvāyā maine niṅdiyā gaṅvāī
sārī sārī rāt jāgūṅ dūṇ maiṅ duhāī
kahūṇ kyā maiṅ āge nehā lāge jī nā lāge
koī duśhman thā ye man merā
ban gayā mīt jā ke terā
ki: korā kāgaz thā ye man merā
likh liyā nām is pe terā
ki: bāgoṅ meṅ phūloṅ ke khilne se pahle
la: tere mere nainoṅ ke milne se pahle
ki: kahāṇ kī ye bāteṅ
la: mulākāteṅ
ki: aisī rāteṅ
la: ṭūṭā tārā thā ye man merā
ki: ban gayā chāṅd hoke terā
ki, la: korā kāgaz thā ye man merā
likh liyā nām is pe terā