Koraa kaagaj thaa, ye man meraa, likh liyaa naam is pe teraa

कोरा कागज था, ये मन मेरा, लिख लिया नाम इस पे तेरा
Work
Year
Language

कोरा कागज़ था ये मन मेरा
लिख लिया नाम इस पे तेरा
सूना आँगन था जीवन मेरा
बस गया प्यार इस में तेरा

टूट न जाए सपने मैं डरता हूँ
नीस दिन सपनों में देखा करता हूँ
नैना कजरारे, मतवारे, ये इशारे
खाली दर्पन था ये मन मेरा, रच गया रूप इस में तेरा

चैन गवाया मैंने निंदियाँ गँवाई
सारी सारी रात जागूँ, दूँ मैं दुहाई
कहूँ क्या मैं आगे, नेहा लागे, जी न लागे
कोई दुश्मन था ये मन मेरा, बन गया मीत जा के तेरा

बागों में फूलों के खिलने से पहले
तेरे मेरे नैनों के मिलने से पहले
कहाँ थी ये बातें, मुलाकातें, ऐसी रातें
टूटा तारा था ये मन मेरा, बन गया चाँद होके तेरा

korā kāgaz thā ye man merā
likh liyā nām is pe terā
sūnā āṇgan thā jīvan merā
bas gayā pyār is meṅ terā

ṭūṭ na jāe sapne maiṅ ḍartā hūṇ
nīs din sapnoṅ meṅ dekhā kartā hūṇ
nainā kajrāre, matvāre, ye iśhāre
khālī darpan thā ye man merā, rach gayā rūp is meṅ terā

chain gavāyā maiṅne niṅdiyāṇ gṇvāī
sārī sārī rāt jāgūṇ, dūṇ maiṅ duhāī
kahūṇ kyā maiṅ āge, nehā lāge, jī na lāge
koī duśhman thā ye man merā, ban gayā mīt jā ke terā

bāgoṅ meṅ phūloṅ ke khilne se pahle
tere mere nainoṅ ke milne se pahle
kahāṇ thī ye bāteṅ, mulākāteṅ, aisī rāteṅ
ṭūṭā tārā thā ye man merā, ban gayā chāṇd hoke terā