कू कू दिल ये बोले मैं तो जानूं ना ... थोड़ी तू भी दीवानी
कू कू दिल ये बोले मैं तो जानूं ना
तेरे भी दिल में जो हुआ है तू वो माने ना
थोड़ी तू भी दीवानी थोड़ा मैं भी दीवाना
कू कू दिल ये बोले …
थोड़ी मैं भी दीवानी थोड़ा तू भी दीवाना
मुझे ऐसा लगा दिल ने जैसे कहा आजा हम तुम करें दोस्ती
भूल कैसे गए कहा था जो तूने कि मैं हूँ बड़ी सिरफिरी
अरी छोड़ दे दीवानी खत्म कर दे वो कहानी
कैसे भूलूं मैं वो बातें जा जा छोड़ मेरा हाथ
अरे क्यूं तू अकड़ती है मुझसे झगड़ती है ऐसे बिगड़ती है क्यूं
कू कू दिल ये बोले …
हो लाख कर लो जतन पिघले ना मेरा मन
लड़की हूं जी मैं तो शहर की
कोई रूप है ना रंग बात करने का न ढंग
अरे वाह री शहर की परी
माना तुमने क्यूं बुरा वो मजाक था मेरा
ये नखरे ये अदा किसी और को दिखा
क्यूं तू अकड़ता है मुझसे झगड़ता है ऐसे बिगड़ता है क्यूं
कू कू दिल ये बोले …
थोड़ी ये भी दीवानी हाँ हाँ
थोड़ा वो भी दीवाना ओ हो
kū kū dil ye bole maiṅ to jānūṅ nā
tere bhī dil meṅ jo huā hai tū vo māne nā
thoṛī tū bhī dīvānī thoṛā maiṅ bhī dīvānā
kū kū dil ye bole …
thoṛī maiṅ bhī dīvānī thoṛā tū bhī dīvānā
mujhe aisā lagā dil ne jaise kahā ājā ham tum kareṅ dostī
bhūl kaise gae kahā thā jo tūne ki maiṅ hūṇ baṛī sirphirī
arī chhoṛ de dīvānī khatm kar de vo kahānī
kaise bhūlūṅ maiṅ vo bāteṅ jā jā chhoṛ merā hāth
are kyūṅ tū akaṛtī hai mujhse jhagaṛtī hai aise bigaṛtī hai kyūṅ
kū kū dil ye bole …
ho lākh kar lo jatan pighle nā merā man
laṛkī hūṅ jī maiṅ to śhahar kī
koī rūp hai nā raṅg bāt karne kā na ḍhaṅg
are vāh rī śhahar kī parī
mānā tumne kyūṅ burā vo majāk thā merā
ye nakhre ye adā kisī aur ko dikhā
kyūṅ tū akaṛtā hai mujhse jhagaṛtā hai aise bigaṛtā hai kyūṅ
kū kū dil ye bole …
thoṛī ye bhī dīvānī hāṇ hāṇ
thoṛā vo bhī dīvānā o ho