Title (Indic)पलकों को कलम बना के ... तो मेरा नाम नहीं WorkKohram Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Music Dilip Sen-Sameer Sen Performer Alka Yagnik Performer Hariharan Writer Anand Bakshi LyricsHindiपलकों को कलम बना के काजल में उसे डुबा के आजा आहा ऊहूँ तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं तू पागल हो जाए तो मेरे सर इल्ज़ाम नहीं तेरे दिल पे नाम न … मैं लाल चुनरिया ओढ़ूंगी मैं तेरी ज़िद को तोड़ूंगी झूठा इल्ज़ाम लगा दूंगी बदनाम तुझे कर छोड़ूंगी तू मेरे दिल से क्यूं गुज़रा ये रस्ता आम नहीं हां तेरे दिल पे नाम न … मेरी उँगली में अंगूठी है अंगूठी का तू मोती है कैसी भी हो कितनी भी हो हर चीज़ की कीमत होती है सारि दुनिया की दौलत भी इस दिल का दाम नहीं हां तेरे दिल पे नाम न … नहीं देखा हुस्न ये ख्वाबों में ये खुश्बू कहां गुलाबों में तेरी मस्तानी आँखों सी ये मस्ती कहाँ शराबों में तू बंद नशे की बोतल है पर मेरा जाम नहीं हां तेरे दिल पे नाम न … Englishpalkoṅ ko kalam banā ke kājal meṅ use ḍubā ke ājā āhā ūhūṇ tere dil pe nām na likh dūṅ to merā nām nahīṅ kośhiśh kar le tere bas kā ye kām nahīṅ tū pāgal ho jāe to mere sar ilzām nahīṅ tere dil pe nām na … maiṅ lāl chunriyā oṛhūṅgī maiṅ terī zid ko toṛūṅgī jhūṭhā ilzām lagā dūṅgī badnām tujhe kar chhoṛūṅgī tū mere dil se kyūṅ guzrā ye rastā ām nahīṅ hāṅ tere dil pe nām na … merī uṇglī meṅ aṅgūṭhī hai aṅgūṭhī kā tū motī hai kaisī bhī ho kitnī bhī ho har chīz kī kīmat hotī hai sāri duniyā kī daulat bhī is dil kā dām nahīṅ hāṅ tere dil pe nām na … nahīṅ dekhā husn ye khvāboṅ meṅ ye khuśhbū kahāṅ gulāboṅ meṅ terī mastānī āṇkhoṅ sī ye mastī kahāṇ śharāboṅ meṅ tū baṅd naśhe kī botal hai par merā jām nahīṅ hāṅ tere dil pe nām na …