इक माशूका है ... हम हैं बनारस के भैया
इक माशूका है ये ज़िंदगी तुम हो इसपे शैदा
आज तुम्हारा जनम दिवस है अरे लो तुम हो गए पैदा हां हां
वाह भई वाह क्या शेर मारा है ज़रा हमरी भी तो सुनो ऐ
हां हां सुनाओ
हम हैं बनारस के भैया हो मेरे भैया जिसको भी चाहे नचा दें हां
अरे चढ़ के न उतरेगी भईया ओ बड़े भईया हम ऐसी मस्ती पिला दें
सुनो बाबू मोशाय अमी तेरे दीवाने तुमी गोष्टि बोले मिSटि घोले
मनवा डोले जाने
अमी तेरे दीवाने
हम हैं बनारस …
लाखों यहां दिलवाले हैं कुछ गोरे हैं कुछ काले हैं
कोई नहीं हमसे बढ़के सबसे जुदा हम निराले हैं
तू मस्त है मैं हूँ मस्ताना हे
मशहूर है अपना याराना हे
पागल है तू मैं दी दी दी दी दीवाना
करना है कोई हंगामा हे
अरे ऐसा न करना तू भईया
हम हैं बनारस …
ओ ता ता थैया
हम जोश में जब आएंगे फिर देखना रंग जमाएंगे
चक्कर हम ऐसा चलाएंगे सब देखते रह जाएंगे
हम कौन हैं ये बता देंगे हे
पल में नज़ारा दिखा देंगे हे
हम होश सबके उड़ा देंगे हे
परदा अगर जो उठा देंगे हे
अरे डूबेगी फिर किसकी नईया
हम हैं बनारस …
ओ ता ता थैया
ik māśhūkā hai ye ziṅdgī tum ho ispe śhaidā
āj tumhārā janam divas hai are lo tum ho gae paidā hāṅ hāṅ
vāh bhaī vāh kyā śher mārā hai zarā hamrī bhī to suno ai
hāṅ hāṅ sunāo
ham haiṅ banāras ke bhaiyā ho mere bhaiyā jisko bhī chāhe nachā deṅ hāṅ
are chaṛh ke na utregī bhaīyā o baṛe bhaīyā ham aisī mastī pilā deṅ
suno bābū mośhāy amī tere dīvāne tumī goṣhṭi bole miSṭi ghole
manvā ḍole jāne
amī tere dīvāne
ham haiṅ banāras …
lākhoṅ yahāṅ dilvāle haiṅ kuchh gore haiṅ kuchh kāle haiṅ
koī nahīṅ hamse baṛhke sabse judā ham nirāle haiṅ
tū mast hai maiṅ hūṇ mastānā he
maśhhūr hai apnā yārānā he
pāgal hai tū maiṅ dī dī dī dī dīvānā
karnā hai koī haṅgāmā he
are aisā na karnā tū bhaīyā
ham haiṅ banāras …
o tā tā thaiyā
ham jośh meṅ jab āeṅge phir dekhnā raṅg jamāeṅge
chakkar ham aisā chalāeṅge sab dekhte rah jāeṅge
ham kaun haiṅ ye batā deṅge he
pal meṅ nazārā dikhā deṅge he
ham hośh sabke uṛā deṅge he
pardā agar jo uṭhā deṅge he
are ḍūbegī phir kiskī naīyā
ham haiṅ banāras …
o tā tā thaiyā