कोई शिक़वा भी नहीं कोई शिक़ायत भी नहीं
कोई शिक़वा भी नहीं कोई शिक़ायत भी नहीं -2
और तुम्हें हमसे वो पहले सी मोहब्बत भी नहीं
कोई शिक़वा भी …
प्यार के वादे वफ़ा होने के दिन आए हैं -2
ये न समझो ख़फ़ा होने के दिन आए हैं
रूठ जाओगे तो कुछ दूर क़यामत भी नहीं
और तुम्हें हमसे …
हम वही अपनी वफ़ा अपनी मोहब्बत भी वही -2
तुम जहाँ बैठ गए अपनी जो जन्नत है वही
और दुनिया में किसी चीज़ की चाहत भी नहीं
और तुम्हें हमसे …
koī śhiqvā bhī nahīṅ koī śhiqāyat bhī nahīṅ -2
aur tumheṅ hamse vo pahle sī mohabbat bhī nahīṅ
koī śhiqvā bhī …
pyār ke vāde vafā hone ke din āe haiṅ -2
ye na samjho khafā hone ke din āe haiṅ
rūṭh jāoge to kuchh dūr qayāmat bhī nahīṅ
aur tumheṅ hamse …
ham vahī apnī vafā apnī mohabbat bhī vahī -2
tum jahāṇ baiṭh gae apnī jo jannat hai vahī
aur duniyā meṅ kisī chīz kī chāhat bhī nahīṅ
aur tumheṅ hamse …