कोई सागर दिल को बेहलाता नहीं
कोई सागर दिल को बहलाता नहीं - 2
बेखुदी में भी क़रार आता नहीं, कोई सागर …
मैं कोई पत्थर नहीं इनसान हूँ - 2
कैसे कह दूँ ग़म से घबराता नहीं
कोई सागर …
कल तो सब थे कारवाँ के साथ साथ - 2
आज कोई राह दिखलाता नहीं
कोई सागर …
ज़िंदगी के आइने को तोड़ दो - 2
इसमें अब कुछ भी नज़र आता नहीं
कोई सागर …
koī sāgar dil ko bahlātā nahīṅ - 2
bekhudī meṅ bhī qarār ātā nahīṅ, koī sāgar …
maiṅ koī patthar nahīṅ insān hūṇ - 2
kaise kah dūṇ ġham se ghabrātā nahīṅ
koī sāgar …
kal to sab the kārvāṇ ke sāth sāth - 2
āj koī rāh dikhlātā nahīṅ
koī sāgar …
ziṅdgī ke āine ko toṛ do - 2
ismeṅ ab kuchh bhī nazar ātā nahīṅ
koī sāgar …