Koee pyaar kar baithe ... to rabbaa kee kariye

कोई प्यार कर बैठे ... तो रब्बा की करिये
Year
Language

कोई प्यार कर बैठे दिल बेकरार कर बैठे
तो रब्बा की करिये तो रब्बा की करिये
कोई प्यार कर बैठे …

किसी के ख्वाबों में रहती वो फूल बदन कोई
दिल में उसके सुलग रही हो जैसे अगन कोई
बेताब रहे बेचैन रहे इस हाल में वो दिन रैन रहे
तो की करिये हाय
कोई प्यार कर बैठे …

कोई अगर रातों में जागे और गिने तारे
दिन में खोया खोया रहे अरमान लिए सारे
शहरों शहरों अन्जान फिरे
गलियों गलियों दीवाना फिरे
हाय की करिये
कोई प्यार कर बैठे …

koī pyār kar baiṭhe dil bekrār kar baiṭhe
to rabbā kī kariye to rabbā kī kariye
koī pyār kar baiṭhe …

kisī ke khvāboṅ meṅ rahtī vo phūl badan koī
dil meṅ uske sulag rahī ho jaise agan koī
betāb rahe bechain rahe is hāl meṅ vo din rain rahe
to kī kariye hāy
koī pyār kar baiṭhe …

koī agar rātoṅ meṅ jāge aur gine tāre
din meṅ khoyā khoyā rahe armān lie sāre
śhahroṅ śhahroṅ anjān phire
galiyoṅ galiyoṅ dīvānā phire
hāy kī kariye
koī pyār kar baiṭhe …