कोई फूल न खिलता ... अगर तू न होती
कोई फूल न खिलता ये कली भी न होती ज़िन्दगी भी न होती
अगर तू न होती
कोई फूल न खिलता …
न होता उजाला और ये रात भी न होती कोई बात ही न होती
अगर तू न होती
कोई फूल न खिलता …
कोई ज़मीं न होती और आसमाँ न होता -2
कोई हसीं न होता कोई जवाँ न होता -2
न तारे मुस्कराते ये नज़ारे बिखर जाते
कोई ख़ुशी न होती ना इन्तज़ार होता -2
कोई फूल न खिलता …
ना कोई दिल मचलता ना बेक़रार होता
पूछे जो कोई हमसे ये सब है तेरे दम से कोई शै भी न होती
अगर तू न होती
कोई फूल न खिलता …
koī phūl na khiltā ye kalī bhī na hotī zindgī bhī na hotī
agar tū na hotī
koī phūl na khiltā …
na hotā ujālā aur ye rāt bhī na hotī koī bāt hī na hotī
agar tū na hotī
koī phūl na khiltā …
koī zamīṅ na hotī aur āsmāṇ na hotā -2
koī hasīṅ na hotā koī javāṇ na hotā -2
na tāre muskrāte ye nazāre bikhar jāte
koī khuśhī na hotī nā intazār hotā -2
koī phūl na khiltā …
nā koī dil machaltā nā beqrār hotā
pūchhe jo koī hamse ye sab hai tere dam se koī śhai bhī na hotī
agar tū na hotī
koī phūl na khiltā …