कोई नहीं तेरे जैसा कोई नहीं मेरे जैसा
कोई नहीं तेरे जैसा कोई नहीं मेरे जैसा
हम तुम मिल जाएं तो खेल रहेगा ये कैसा
तितली नहीं जो पकड़ लोगे तुम मछली नहीं जो जकड़ लोगे तुम
खुद को जनाब तुम समझते हो क्या पल में उतार दूंगी प्यार का नशा
चोरा चोरी करूं ये गंवारा नहीं आशिक़ हूँ तुम्हारा आवारा नहीं
प्यार का नशा क्या उतारेगी तू लाख दूर जाए पास आएगी तू
कोई नहीं तेरे जैसा …
लोगों के दिलों पे रखके पांव चली हूँ
हुस्न की तारीफ़ें सुन सुन के पली हूँ
ख्वाबों में देख के जिनका दिल धड़के
तुम जैसे देखे मैने कितने ही लड़के
तुमने जिनको देखा उनमें होगा नहीं दम
फ़ौलादी इरादों के बने हुए हैं हम
दावा है हमारा तुमको पा के रहेंगे
इक रोज़ अपना बना के रहेंगे
कोई नहीं तेरे जैसा …
koī nahīṅ tere jaisā koī nahīṅ mere jaisā
ham tum mil jāeṅ to khel rahegā ye kaisā
titlī nahīṅ jo pakaṛ loge tum machhlī nahīṅ jo jakaṛ loge tum
khud ko janāb tum samajhte ho kyā pal meṅ utār dūṅgī pyār kā naśhā
chorā chorī karūṅ ye gaṅvārā nahīṅ āśhiq hūṇ tumhārā āvārā nahīṅ
pyār kā naśhā kyā utāregī tū lākh dūr jāe pās āegī tū
koī nahīṅ tere jaisā …
logoṅ ke diloṅ pe rakhke pāṅv chalī hūṇ
husn kī tārīfeṅ sun sun ke palī hūṇ
khvāboṅ meṅ dekh ke jinkā dil dhaṛke
tum jaise dekhe maine kitne hī laṛke
tumne jinko dekhā unmeṅ hogā nahīṅ dam
faulādī irādoṅ ke bane hue haiṅ ham
dāvā hai hamārā tumko pā ke raheṅge
ik roz apnā banā ke raheṅge
koī nahīṅ tere jaisā …