Koee naheen hai kaheen, sapnon men kyon kho gaee

कोई नहीं है कहीं, सपनों में क्यों खो गई
Work
Year
Language

कोई नहीं है कहीं, सपनों में क्यों खो गई

फिर आँख नम हो गई, फिर कोई याद आ गया है
रोशनी कम हो गई
किनारा मिलेगा यहीं, मिलेगा किनारा यहीं, यहीं रे, यहीं रे

बात थी ख्वाब की, ख्वाब में बीत चुकी है
ख्वाब दोहराते नहीं
जिन्दगी सपना नहीं रे, जिन्दगी सपना नहीं, नहीं रे, नहीं रे

koī nahīṅ hai kahīṅ, sapnoṅ meṅ kyoṅ kho gaī

phir āṇkh nam ho gaī, phir koī yād ā gayā hai
rośhnī kam ho gaī
kinārā milegā yahīṅ, milegā kinārā yahīṅ, yahīṅ re, yahīṅ re

bāt thī khvāb kī, khvāb meṅ bīt chukī hai
khvāb dohrāte nahīṅ
jindgī sapnā nahīṅ re, jindgī sapnā nahīṅ, nahīṅ re, nahīṅ re