कोई नहीं है ऐसा ... मेरी आँखों ने चुना है
चाँद भी देखा फूल भी देखा
बादल बिजली तितली जुगनूं कोई नहीं है ऐसा
तेरा हुस्न है जैसा
मेरी निगाहों ने ये कैसा ख्वाब देखा है
ज़मीं पे चलता हुआ माहताब देखा है
मेरी आँखों ने चुना है तुझको दुनिया देखकर
किसका चेहरा अब मैं देखूं तेरा चेहरा देखकर
मेरी आँखों ने …
नींद भी देखी ख्वाब भी देखा
चूड़ी बिंदिया दर्पण खुश्बू कोई नहीं है ऐसा
तेरा प्यार है जैसा
मेरी आँखों ने …
रंग भी देखा रूप भी देखा
रस्ता मंज़िल साहिल महफ़िल कोई नहीं है ऐसा
तेरा साथ है जैसा
मेरी आँखों ने …
बहुत खूबसूरत हैं आँखें तुम्हारी
बना दीजिए इनको किस्मत हमारी
उसे और क्या चाहिये ज़िंदगी में
जिसे मिल गई है मुहब्बत तुम्हारी
chāṇd bhī dekhā phūl bhī dekhā
bādal bijlī titlī jugnūṅ koī nahīṅ hai aisā
terā husn hai jaisā
merī nigāhoṅ ne ye kaisā khvāb dekhā hai
zamīṅ pe chaltā huā māhtāb dekhā hai
merī āṇkhoṅ ne chunā hai tujhko duniyā dekhkar
kiskā chehrā ab maiṅ dekhūṅ terā chehrā dekhkar
merī āṇkhoṅ ne …
nīṅd bhī dekhī khvāb bhī dekhā
chūṛī biṅdiyā darpaṇ khuśhbū koī nahīṅ hai aisā
terā pyār hai jaisā
merī āṇkhoṅ ne …
raṅg bhī dekhā rūp bhī dekhā
rastā maṅzil sāhil mahafil koī nahīṅ hai aisā
terā sāth hai jaisā
merī āṇkhoṅ ne …
bahut khūbsūrat haiṅ āṇkheṅ tumhārī
banā dījie inko kismat hamārī
use aur kyā chāhiye ziṅdgī meṅ
jise mil gaī hai muhabbat tumhārī