Koee to mujhe bataa de main kaisaa

कोई तो मुझे बता दे मैं कैसा
Year
Language

कोई तो मुझे बता दे मैं कैसा actor हूँ
अरे tune your guitaar यार चलो चलो फिर से करते हैं
one two three four

कोई तो मुझे बता दे मैं कैसा actor हूँ
शाहरुख खान और सलमान खान की छुट्टी कर दूं
मनीषा और काजोल मेरे साथ filmfare होगा मेरे हाथ
च च चुप
music है मेरी ज़िंदगी V.J. for M.T.V.
लड़की मुझ सी नहीं कोई
कोई तो मुझे बता दे मैं कैसा singer हूँ
अपनी आवाज़ से दिलों को जीत लूं
मस्ती और मौज हम करें जीतें कभी न हम लड़ें
हरदम आगे हम बढ़ें

koī to mujhe batā de maiṅ kaisā actor hūṇ
are tune your guitaar yār chalo chalo phir se karte haiṅ
one two three four

koī to mujhe batā de maiṅ kaisā actor hūṇ
śhāhrukh khān aur salmān khān kī chhuṭṭī kar dūṅ
manīṣhā aur kājol mere sāth filmfare hogā mere hāth
cha cha chup
music hai merī ziṅdgī V.J. for M.T.V.
laṛkī mujh sī nahīṅ koī
koī to mujhe batā de maiṅ kaisā singer hūṇ
apnī āvāz se diloṅ ko jīt lūṅ
mastī aur mauj ham kareṅ jīteṅ kabhī na ham laṛeṅ
hardam āge ham baṛheṅ