कोई मेरे माथे की बिंदिया सजा दे रे
घूँघटा गिरा है ज़रा घूँघटा उठा दे
कोई मेरे माथे की बिंदीया सजा दे रे
मैं दुल्हन सी लगती हूँ, दुल्हन बना दे रे
आँखों में रात का काजल लगा के
मैं आँगन में ठंडे सवेरे बिछा दूँ
जो पैरों में मेहंदी सी अगनी लगा दे रे
ना चिठ्ठी ही आयी ना संदेसा आया
हर आहट पे आने का अंदेसा आया
कोई झूठीमूठी किवडीया हिला दे रे
कोई मेरे आँगन में ठहरे ना उतरे
अँधेरी गली से कई लोग गुजरे
कोई रुक के तेरी खबरिया सूना दे रे
ghūṇghṭā girā hai zarā ghūṇghṭā uṭhā de
koī mere māthe kī biṅdīyā sajā de re
maiṅ dulhan sī lagtī hūṇ, dulhan banā de re
āṇkhoṅ meṅ rāt kā kājal lagā ke
maiṅ āṇgan meṅ ṭhaṅḍe savere bichhā dūṇ
jo pairoṅ meṅ mehaṅdī sī agnī lagā de re
nā chiṭhṭhī hī āyī nā saṅdesā āyā
har āhaṭ pe āne kā aṅdesā āyā
koī jhūṭhīmūṭhī kivḍīyā hilā de re
koī mere āṇgan meṅ ṭhahre nā utre
aṇdherī galī se kaī log gujre
koī ruk ke terī khabriyā sūnā de re