Koee matvaalaa aayaa mere dvaare

कोई मतवाला आया मेरे द्वारे
Year
Language

कोई मतवाला आया मेरे द्वारे
अँखियो से कर गया अजब इशारे

क्या मन उसके मैं क्या जानू
छलिया को मैं क्या पहचानू
जाने क्यों मेरा नाम पुकारे

जब से गया है भोला बचपन
नैना चंचल नटखट है मन
अब नहीं कुछ भी बस में हमारे

रात रात भर नींद ना आये
बिन चाहे वो याद आ जाये
काटू रतिया गिन गिन तारे

koī matvālā āyā mere dvāre
aṇkhiyo se kar gayā ajab iśhāre

kyā man uske maiṅ kyā jānū
chhaliyā ko maiṅ kyā pahchānū
jāne kyoṅ merā nām pukāre

jab se gayā hai bholā bachapan
nainā chaṅchal naṭkhaṭ hai man
ab nahīṅ kuchh bhī bas meṅ hamāre

rāt rāt bhar nīṅd nā āye
bin chāhe vo yād ā jāye
kāṭū ratiyā gin gin tāre