कोई माने या ना माने ... क्यों भई चाचा
कोई माने या ना माने सच कह गए हैं लोग पुराने
बुरे काम का बुरा नतीजा क्यों भई चाचा हाँ भतीजे
तोते से बोली मैना बुजुर्गों का है कहना प्यारे सच है ना बोल
जिसने एक रिश्ता तोड़ा वो सौ रिश्ते भी तोड़ेगा
तूने किसी को छोड़ा है तुझे भी कोई छोड़ेगा -2
जो अपनों को ठुकराए और ग़ैरों से प्यार करे
अपने हाथों से अपनी वो क़ब्र तैयार करे
इसीलिए तो कहा है कि
उस बदनाम का
बुरे काम का …
तोते से बोली मैना …
हम इस घर के नौकर हैं मालिक का माल बचाएँगे
जो भी जहाँ से आया है उसे वहीं पहुँचाएँगे
पर कितने रोज़ चलेगा धोखे से जो भी काम बना
पूछो तो इस दौलू से ये कैसे दौलतराम बना
तो दौलतराम का
बुरे काम का …
koī māne yā nā māne sach kah gae haiṅ log purāne
bure kām kā burā natījā kyoṅ bhaī chāchā hāṇ bhatīje
tote se bolī mainā bujurgoṅ kā hai kahnā pyāre sach hai nā bol
jisne ek riśhtā toṛā vo sau riśhte bhī toṛegā
tūne kisī ko chhoṛā hai tujhe bhī koī chhoṛegā -2
jo apnoṅ ko ṭhukrāe aur ġhairoṅ se pyār kare
apne hāthoṅ se apnī vo qabr taiyār kare
isīlie to kahā hai ki
us badnām kā
bure kām kā …
tote se bolī mainā …
ham is ghar ke naukar haiṅ mālik kā māl bachāeṇge
jo bhī jahāṇ se āyā hai use vahīṅ pahuṇchāeṇge
par kitne roz chalegā dhokhe se jo bhī kām banā
pūchho to is daulū se ye kaise daulatrām banā
to daulatrām kā
bure kām kā …