Koee lautaa de mere beete hue din

कोई लौटा दे मेरे बीते हुए दिन
Year
Language

अलबेले दिन प्यारे, मेरे बिछड़े साथ सहारे, हाय कहाँ गये
आँखों के उजियारे, मेरी सुनी रात के तारे, हाय कहाँ गये

कोई लौटा दे मेरे बीते हुये दिन
बीते हुए दिन वो मेरे प्यारे पलछीन

मेरे ख्वाबों के महल, मेरे सपनों के नगर
पी लिया जिनके लिये, मैने जीवन का जहर
आज मैं ढूँढू कहाँ, खो गये जाने किधर
बीते हुए दिन वो मेरे प्यारे पलछीन

मैं अकेला तो न था, थे मेरे साथी कई
एक आँधी सी उठी, जो भी था ले के गई
ऐसे भी दिन थे कभी, मेरी दुनिया थी मेरी
बीते हुए दिन वो मेरे प्यारे पलछीन

albele din pyāre, mere bichhaṛe sāth sahāre, hāy kahāṇ gaye
āṇkhoṅ ke ujiyāre, merī sunī rāt ke tāre, hāy kahāṇ gaye

koī lauṭā de mere bīte huye din
bīte hue din vo mere pyāre palchhīn

mere khvāboṅ ke mahal, mere sapnoṅ ke nagar
pī liyā jinke liye, maine jīvan kā jahar
āj maiṅ ḍhūṇḍhū kahāṇ, kho gaye jāne kidhar
bīte hue din vo mere pyāre palchhīn

maiṅ akelā to na thā, the mere sāthī kaī
ek āṇdhī sī uṭhī, jo bhī thā le ke gaī
aise bhī din the kabhī, merī duniyā thī merī
bīte hue din vo mere pyāre palchhīn