कोई कहे कहता रहे कितना भी हमको दीवाना
कोई कहे कहता रहे कितना भी हमको दीवाना
हम लोगों की ठोकर में है ये ज़माना
जब साज़ है आवाज़ है फिर किसलिए हिचकिचाना
हो गाएँन्गे हम अपने दिलों का तराना
बिगड़े दुनिया बिगड़ने भी दो
झगड़े दुनिया झगड़ने भी दो
लड़े जो दुनिया लड़ने भी दो
तुम अपनी धुन में गाओ
दुनिया रूठे रूठने दो
बंधन टूटे टूटने दो
कोई छूटे छूटने दो
ना घबराओ
हम हैं नए अंदाज़ क्यूँ हो पुराना
आँखों में हैं बिजलियाँ साँसों में तूफ़ान हैं
डर क्या है और हार क्या हम इस से अंजान हैं
हमारे लिए ही तो हैं आसमान और ज़मीं
सितारे भी हम तोड़ लेंगे हमें है यकीं
अम्बर से है आगे हमारा ठिकाना
हम हैं नए अंदाज़ क्यूँ हो पुराना
सपनों का जो देस है हाँ हम वहीं हैं पले
थोड़े से दिलफेंक हैं थोड़े से हैं मनचले
जहाँ भी गए अपना जादू दिखाते रहे
मोहब्बत हसीनों को अक्सर सिखाते रहे
आए हमें दिल और नींदें चुराना
हम हैं नए अंदाज़ क्यूँ हो पुराना
कोई कहे कहता रहे कितना भी हमको दीवाना
कोई कहता रहे कितना भी हमको दीवाना
हो हम लोगों की ठोकर में है ये ज़माना
हो जब साज़ है आवाज़ है फिर किसलिए हिचकिचाना
हूँ जब साज़ है आवाज़ है फिर किसलिए हिचकिचाना
हो गाएँन्गे हम …
ओ हम हैं नए अंदाज़ क्यूँ हो पुराना
हाँ हम हैं नए अंदाज़ क्यूँ हो पुराना
koī kahe kahtā rahe kitnā bhī hamko dīvānā
ham logoṅ kī ṭhokar meṅ hai ye zamānā
jab sāz hai āvāz hai phir kislie hichkichānā
ho gāeṇnge ham apne diloṅ kā tarānā
bigaṛe duniyā bigaṛne bhī do
jhagaṛe duniyā jhagaṛne bhī do
laṛe jo duniyā laṛne bhī do
tum apnī dhun meṅ gāo
duniyā rūṭhe rūṭhne do
baṅdhan ṭūṭe ṭūṭne do
koī chhūṭe chhūṭne do
nā ghabrāo
ham haiṅ nae aṅdāz kyūṇ ho purānā
āṇkhoṅ meṅ haiṅ bijliyāṇ sāṇsoṅ meṅ tūfān haiṅ
ḍar kyā hai aur hār kyā ham is se aṅjān haiṅ
hamāre lie hī to haiṅ āsmān aur zamīṅ
sitāre bhī ham toṛ leṅge hameṅ hai yakīṅ
ambar se hai āge hamārā ṭhikānā
ham haiṅ nae aṅdāz kyūṇ ho purānā
sapnoṅ kā jo des hai hāṇ ham vahīṅ haiṅ pale
thoṛe se dilpheṅk haiṅ thoṛe se haiṅ manachle
jahāṇ bhī gae apnā jādū dikhāte rahe
mohabbat hasīnoṅ ko aksar sikhāte rahe
āe hameṅ dil aur nīṅdeṅ churānā
ham haiṅ nae aṅdāz kyūṇ ho purānā
koī kahe kahtā rahe kitnā bhī hamko dīvānā
koī kahtā rahe kitnā bhī hamko dīvānā
ho ham logoṅ kī ṭhokar meṅ hai ye zamānā
ho jab sāz hai āvāz hai phir kislie hichkichānā
hūṇ jab sāz hai āvāz hai phir kislie hichkichānā
ho gāeṇnge ham …
o ham haiṅ nae aṅdāz kyūṇ ho purānā
hāṇ ham haiṅ nae aṅdāz kyūṇ ho purānā