कोई जैसे मेरे दिल का दर खटकाए
ये हवा की दस्तक है या क्या है
कोई जैसे मेरे दिल …
सुर में भीगी सी आवाज़
कोई छेड़े है धड़कन का साज
मैं हूँ कि हैरान निहारूं ऐसे कौन पुकारे
कोई जैसे मेरे दिल …
ना मिलके भी वो यूं आन मिले
दिल उसकी हर एक तान मिले
यूं लगता है कोई यहीं पर है नज़दीक हमारे
कोई जैसे मेरे दिल …
koī jaise mere dil kā dar khaṭkāe
ye havā kī dastak hai yā kyā hai
koī jaise mere dil …
sur meṅ bhīgī sī āvāz
koī chheṛe hai dhaṛkan kā sāj
maiṅ hūṇ ki hairān nihārūṅ aise kaun pukāre
koī jaise mere dil …
nā milke bhī vo yūṅ ān mile
dil uskī har ek tān mile
yūṅ lagtā hai koī yahīṅ par hai nazdīk hamāre
koī jaise mere dil …