कोई जब राह न पाए, मेरे संग आए
कोई जब राह न पाए, मेरे संग आए
के पग पग दीप जलाए, मेरी दोस्ती मेरा प्यार
जीवन का यही है दस्तूर
प्यार बिना अकेला मजबूर
दोस्ती को माने तो सब दुख दूर
कोई काहे ठोकर खाए, मेरे संग आए …
दोनो के हैं रूप हज़ार
पर मेरी सुने जो संसार
दोस्ती है भाई तो बहना है प्यार
कोई मत चैन चुराए, मेरे संग आए …
प्यार का है प्यार ही नाम
कहीं मीरा कहीं घनश्याम
दोस्ती का यारो नहीं कोई दाम
कोइ कहीं दूर ना जाए, मेरे संग आए …
koī jab rāh na pāe, mere saṅg āe
ke pag pag dīp jalāe, merī dostī merā pyār
jīvan kā yahī hai dastūr
pyār binā akelā majbūr
dostī ko māne to sab dukh dūr
koī kāhe ṭhokar khāe, mere saṅg āe …
dono ke haiṅ rūp hazār
par merī sune jo saṅsār
dostī hai bhāī to bahnā hai pyār
koī mat chain churāe, mere saṅg āe …
pyār kā hai pyār hī nām
kahīṅ mīrā kahīṅ ghanaśhyām
dostī kā yāro nahīṅ koī dām
koi kahīṅ dūr nā jāe, mere saṅg āe …