कोई इश्क़ में पागल होता है ... वो इश्क़ का मतलब समझेगा
कोई इश्क़ में पागल होता है
कोई इश्क़ में बनता है दीवाना
ये इश्क़ जुनून है चाहत है
मुश्किल है इसको समझाना
वो इश्क़ का मतलब समझेगा
यहां इश्क़ जिसे हो जाएगा हाय
महसूस नहीं होने देगा हो हो
महसूस नहीं होने देगा
दिल चुपके से खो जाएगा हाय
वो इश्क़ का मतलब …
हूँ ये इश्क़ तो ऐसा जादू है हाय
जो किसी पे भी चल जाता है
कोई इश्क़ में सूली चढ़ता है
कोई ताजमहल बनवाता है
ये इश्क़ है झोंका खुश्बू का हो हो
ये इश्क़ है झोंका खुश्बू का
सबकी साँसें महकाएगा हाय
वो इश्क़ का मतलब …
ना इश्क़ की कोई बोली है हाय
ना इश्क़ की कोई भाषा है
ना पढ़ा किसी ने भी इसको हाय
फिर भी ये सबको आता है
कैसे करते हैं इश्क़ यहां हो हो
कैसे करते हैं इश्क़ यहां
ये इश्क़ को इश्क़ सिखाएगा हाय
वो इश्क़ का मतलब …
koī iśhq meṅ pāgal hotā hai
koī iśhq meṅ bantā hai dīvānā
ye iśhq junūn hai chāhat hai
muśhkil hai isko samjhānā
vo iśhq kā matalab samjhegā
yahāṅ iśhq jise ho jāegā hāy
mahsūs nahīṅ hone degā ho ho
mahsūs nahīṅ hone degā
dil chupke se kho jāegā hāy
vo iśhq kā matalab …
hūṇ ye iśhq to aisā jādū hai hāy
jo kisī pe bhī chal jātā hai
koī iśhq meṅ sūlī chaṛhtā hai
koī tājamahal banvātā hai
ye iśhq hai jhoṅkā khuśhbū kā ho ho
ye iśhq hai jhoṅkā khuśhbū kā
sabkī sāṇseṅ mahkāegā hāy
vo iśhq kā matalab …
nā iśhq kī koī bolī hai hāy
nā iśhq kī koī bhāṣhā hai
nā paṛhā kisī ne bhī isko hāy
phir bhī ye sabko ātā hai
kaise karte haiṅ iśhq yahāṅ ho ho
kaise karte haiṅ iśhq yahāṅ
ye iśhq ko iśhq sikhāegā hāy
vo iśhq kā matalab …