Koee haseenaa jab rooth jaatee hai to

कोई हसीना जब रूठ जाती है तो
Work
Year
Language

कोई हसीना जब रूठ जाती है तो तो तो
और भी हसीन हो जाती है
टेशन से गाड़ी जब छूट जाती है तो
एक-दो-तीन हो जाती है
कोई हसीना जब …

हाथों में चाबुक होंठों पे गालियाँ
बड़े नखरे वालियाँ होती हैं ताँगे वालियाँ
कोई ताँगे वाली जब रूठ जाती है तो तो तो
और नमकीन हो जाती है
कोई हसीना जब …

ज़ुल्फ़ों में छैयाँ मुखड़े पे धूप है
बड़ा मज़ेदार गोरी ये तेरा रंग-रूप है
डोर से पतंग जब टूट जाती है तो तो तो
रुत रंगीन हो जाती है
कोई हसीना जब …

koī hasīnā jab rūṭh jātī hai to to to
aur bhī hasīn ho jātī hai
ṭeśhan se gāṛī jab chhūṭ jātī hai to
ek-do-tīn ho jātī hai
koī hasīnā jab …

hāthoṅ meṅ chābuk hoṅṭhoṅ pe gāliyāṇ
baṛe nakhre vāliyāṇ hotī haiṅ tāṇge vāliyāṇ
koī tāṇge vālī jab rūṭh jātī hai to to to
aur namkīn ho jātī hai
koī hasīnā jab …

zulfoṅ meṅ chhaiyāṇ mukhaṛe pe dhūp hai
baṛā mazedār gorī ye terā raṅg-rūp hai
ḍor se pataṅg jab ṭūṭ jātī hai to to to
rut raṅgīn ho jātī hai
koī hasīnā jab …