Koee gaataa main so jaataa

कोई गाता मैं सो जाता
Work
Year
Language

कोई गाता मैं सो जाता - 2

संस्रिति के विस्त्रित सागर में
सपनों कि नौका के अंदर
दुख सुख कि लहरों में उठ गिर
बहता जाता, मैं सो जाता …

आँखो में लेकर प्यार अमर
आशीश हथेली में भर कर
कोइ मेरा सर गोदी में रख
सहलाता, मैं सो जाता …

मेरे जीवन का काराजल
मेरे जीवन का हालाहल
कोइ अपने स्वर में मदुमय कर
दोहराता मैं सो जाता

कोइ गाता मैं सो जाता …

koī gātā maiṅ so jātā - 2

saṅsriti ke vistrit sāgar meṅ
sapnoṅ ki naukā ke aṅdar
dukh sukh ki lahroṅ meṅ uṭh gir
bahtā jātā, maiṅ so jātā …

āṇkho meṅ lekar pyār amar
āśhīśh hathelī meṅ bhar kar
koi merā sar godī meṅ rakh
sahlātā, maiṅ so jātā …

mere jīvan kā kārājal
mere jīvan kā hālāhal
koi apne svar meṅ madumay kar
dohrātā maiṅ so jātā

koi gātā maiṅ so jātā …