कोई दीवाने को समझाए के हम जैसे हसीं
ओ हो हो आ हा हा ऐ हे हे ऐ हा
आ आ
कोई दीवाने को समझाए के हम जैसे हसीं
प्यार करते हैं तो तक़दीर बना देते हैं
ऐ हसीं हमको है मालूम के तुम जैसे हसीं
कल इसी प्यार को ज़ंजीर बना देते हैं
आ तुझे प्यार के अंदाज़ सिखाएं आ जा
तूने देखीं है कहां ऐसी अदाएं आ जा
हम जिसे देख लें तस्वीर बना देते हैं
हुस्न वाले है यही रस्म तेरे गाँव की
दे के उम्मीद मुसाफ़िर को घनी छाँव की
उसका दिल दर्द की जागीर बना देते हैं
हो कोई दीवाने को समझाए …
अपनी नाकामी का तू दे हमें इल्जाम नहीं
सच्चे आशिक़ जो हैं मुश्किल उन्हें कुछ काम नहीं
इश्क़ में हुस्न को भी हीर बना देते हैं
हो रांझा भी मर गया मजनू ने भी पत्थर खाए
हुस्न वालों की निगाहों से कोई क्या पाए
हर नज़र दिल के लिए तीर बना देते हैं
हो कोई दीवाने को समझाए …
दिल वो बेकार है जिस दिल में मोहब्बत ही नहीं
शुक्रिया आपका लेकिन हमें फ़ुर्सत ही नहीं
चल कोई मिलने की तदबीर बना देते हैं
आप तो आशिक़-ए-दिलगीर बना देते हैं
हां कोई दीवाने को समझाए …
o ho ho ā hā hā ai he he ai hā
ā ā
koī dīvāne ko samjhāe ke ham jaise hasīṅ
pyār karte haiṅ to taqdīr banā dete haiṅ
ai hasīṅ hamko hai mālūm ke tum jaise hasīṅ
kal isī pyār ko zaṅjīr banā dete haiṅ
ā tujhe pyār ke aṅdāz sikhāeṅ ā jā
tūne dekhīṅ hai kahāṅ aisī adāeṅ ā jā
ham jise dekh leṅ tasvīr banā dete haiṅ
husn vāle hai yahī rasm tere gāṇv kī
de ke ummīd musāfir ko ghanī chhāṇv kī
uskā dil dard kī jāgīr banā dete haiṅ
ho koī dīvāne ko samjhāe …
apnī nākāmī kā tū de hameṅ iljām nahīṅ
sachche āśhiq jo haiṅ muśhkil unheṅ kuchh kām nahīṅ
iśhq meṅ husn ko bhī hīr banā dete haiṅ
ho rāṅjhā bhī mar gayā majnū ne bhī patthar khāe
husn vāloṅ kī nigāhoṅ se koī kyā pāe
har nazar dil ke lie tīr banā dete haiṅ
ho koī dīvāne ko samjhāe …
dil vo bekār hai jis dil meṅ mohabbat hī nahīṅ
śhukriyā āpkā lekin hameṅ fursat hī nahīṅ
chal koī milne kī tadbīr banā dete haiṅ
āp to āśhiq-e-dilgīr banā dete haiṅ
hāṅ koī dīvāne ko samjhāe …