Koee bole mujhe aa jaa ... beevee number one

कोई बोले मुझे आ जा ... बीवी नुम्बेर ओने
Work
Year
Language

बीवी number one बीवी बीवी number one
कोई बोले मुझे आ जा आ जा handsome
कोई बोले मुझे hi hello Samson
कोई बोले तू चिकना है बड़ा
कोई बोले तुझ में बड़ा है दम
मैं सब से बोलूँ एक ही बात
इक लड़की भई मेरे साथ
सोने जैसे बाल हैं उस के चाँदी जैसा तन
वो है वो है वो है वो है मेरी बीवी number one

कसम से खिली खिली वो एक कली हरदम लगती है
कसम से कसम से
कसम से जितनी भी तारीफ़ करूँ वो कम लगती है
कसम से कसम से
मेरे घर की है वो मलिका बदन है फूलों से भी हलका
रूप है उस का छलका छलका नशा हो जैसे हल्का हल्का
कसम से पहन के साड़ी जब निकले तो क्‌या लगती है
कसम से झूम के जब चलती है तो बिजली गिरती है
कसम से कसम से
सोने जैसे बाल हैं उस के …

मुझे तो उस की बिंदिया चाँद का इक टीका लगता है
कसम से कसम से
के अब तो चाँद भी उस के आगे फीका लगता है
कसम से कसम से
तौबा चाल है उस की कैसी उस की आँखें हिरनी जैसी
मुझ को बीवी मिली है ऐसी दुनिया में ना होगी वैसी
वो मेरी जान है पर कभी कभी गुस्सा करती है
उतर जाता है जब गुस्सा तो फिर मुझ पे मरती है
कसम से कसम से
सोने जैसे बाल हैं उस के …
सोचो सोचो बोलो बोलो देखो मेरी बीवी number one

कोई बोले तुझे आ जा आ जा handsome
कोई बोले तुझे hi hello Samson
कोई बोले तू चिकना है बड़ा
कोई बोले तुझ में बड़ा है दम
तू सब से बोले एक ही बात
इक लड़की भई तेरे साथ
सोने जैसे बाल हैं उस के चाँदी जैसा तन
तू है तू है तू है तू है मेरी बीवी number one

bīvī number one bīvī bīvī number one
koī bole mujhe ā jā ā jā handsome
koī bole mujhe hi hello Samson
koī bole tū chiknā hai baṛā
koī bole tujh meṅ baṛā hai dam
maiṅ sab se bolūṇ ek hī bāt
ik laṛkī bhaī mere sāth
sone jaise bāl haiṅ us ke chāṇdī jaisā tan
vo hai vo hai vo hai vo hai merī bīvī number one

kasam se khilī khilī vo ek kalī hardam lagtī hai
kasam se kasam se
kasam se jitnī bhī tārīf karūṇ vo kam lagtī hai
kasam se kasam se
mere ghar kī hai vo malikā badan hai phūloṅ se bhī halkā
rūp hai us kā chhalkā chhalkā naśhā ho jaise halkā halkā
kasam se pahan ke sāṛī jab nikle to k‌yā lagtī hai
kasam se jhūm ke jab chaltī hai to bijlī girtī hai
kasam se kasam se
sone jaise bāl haiṅ us ke …

mujhe to us kī biṅdiyā chāṇd kā ik ṭīkā lagtā hai
kasam se kasam se
ke ab to chāṇd bhī us ke āge phīkā lagtā hai
kasam se kasam se
taubā chāl hai us kī kaisī us kī āṇkheṅ hirnī jaisī
mujh ko bīvī milī hai aisī duniyā meṅ nā hogī vaisī
vo merī jān hai par kabhī kabhī gussā kartī hai
utar jātā hai jab gussā to phir mujh pe martī hai
kasam se kasam se
sone jaise bāl haiṅ us ke …
socho socho bolo bolo dekho merī bīvī number one

koī bole tujhe ā jā ā jā handsome
koī bole tujhe hi hello Samson
koī bole tū chiknā hai baṛā
koī bole tujh meṅ baṛā hai dam
tū sab se bole ek hī bāt
ik laṛkī bhaī tere sāth
sone jaise bāl haiṅ us ke chāṇdī jaisā tan
tū hai tū hai tū hai tū hai merī bīvī number one