कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की
कु: कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की -2
पास आने की तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की
मैं दिल की बात भला ( कैसे कहूँ ) -2
कितनी हसरत है …
( जान-ए-मन जान-ए-अदा हो तुम
मेरी धड़कन की सदा हो तुम ) -2
मेरी साँसों की ज़रूरत हो
दिल रुबा जान-ए-वफ़ा हो तुम
मैं दिल की बात भला …
सा: कितनी हसरत है …
ग़ुल की ख़ुश्बू है हवाओं में
मैं चलूँ प्यार की राहों में
कु: मेरी यादों सदाओं में
तुम हो ख़्वाबों में निग़ाहों में
सा: है मेरी दुआ रब से मैं रहूँ तेरी पनाहों में
मैं दिल की बात भला …
ku: kitnī hasrat hai hameṅ tumse dil lagāne kī -2
pās āne kī tumheṅ zindgī meṅ lāne kī
maiṅ dil kī bāt bhalā ( kaise kahūṇ ) -2
kitnī hasrat hai …
( jān-e-man jān-e-adā ho tum
merī dhaṛkan kī sadā ho tum ) -2
merī sāṇsoṅ kī zarūrat ho
dil rubā jān-e-vafā ho tum
maiṅ dil kī bāt bhalā …
sā: kitnī hasrat hai …
ġhul kī khuśhbū hai havāoṅ meṅ
maiṅ chalūṇ pyār kī rāhoṅ meṅ
ku: merī yādoṅ sadāoṅ meṅ
tum ho khvāboṅ meṅ niġhāhoṅ meṅ
sā: hai merī duā rab se maiṅ rahūṇ terī panāhoṅ meṅ
maiṅ dil kī bāt bhalā …