कितनी अन्जानी सूरतें लेकर ... जाने कहाँ देखा है
कितनी अन्जानी सूरतें लेकर लब पे जाने से नाम आते हैं
किसको मालूम था मोहब्बत में ऐसे मक़ाम आते हैं
जाने कहाँ देखा है कहाँ देखा है तुम्हें
जागी-जागी आँखों के सपनों में
जाने कहाँ देखा …
जमना किनारे कभी भीगी-भीगी चोली में
साँवरे के संग कभी गोपियों की टोली में
कहाँ कहाँ पूछा है कहाँ-कहाँ ढूँढा है
जाने कहाँ देखा …
रावी के किनारे जहाँ हीर की सहेलियाँ
पूछती हैं रोज़ वही प्यार की पहेलियाँ
जाने कहाँ देखा …
नील के किनारे कभी शाम के उजाले में
ज़ुलेखा पुकारा है तुमको ख़्यालों में
जाने कहाँ देखा …
kitnī anjānī sūrteṅ lekar lab pe jāne se nām āte haiṅ
kisko mālūm thā mohabbat meṅ aise maqām āte haiṅ
jāne kahāṇ dekhā hai kahāṇ dekhā hai tumheṅ
jāgī-jāgī āṇkhoṅ ke sapnoṅ meṅ
jāne kahāṇ dekhā …
jamnā kināre kabhī bhīgī-bhīgī cholī meṅ
sāṇvre ke saṅg kabhī gopiyoṅ kī ṭolī meṅ
kahāṇ kahāṇ pūchhā hai kahāṇ-kahāṇ ḍhūṇḍhā hai
jāne kahāṇ dekhā …
rāvī ke kināre jahāṇ hīr kī saheliyāṇ
pūchhtī haiṅ roz vahī pyār kī paheliyāṇ
jāne kahāṇ dekhā …
nīl ke kināre kabhī śhām ke ujāle meṅ
zulekhā pukārā hai tumko khyāloṅ meṅ
jāne kahāṇ dekhā …