Kitnee akelee, kitnee tanhaa see lagee

कितनी अकेली, कितनी तनहा सी लगी
Work
Year
Language

कितनी अकेली, कितनी तनहा सी लगी
उनसे मिलके मैं आज

इस तरह खुले नैना, आए वो मेरे आगे
जिस तरह किसी गहरी नींद से कोई जागे
अब जहां से दूर हूँ कहीं बैठी मैं अलबेली

काश वो मेरे बनके पास यूँ कभी आते
खुलते द्वार बाहों के, तन दिये से जल जाते
प्यार के बिना है ये मन मेरा, जैसे सुनी हवेली

kitnī akelī, kitnī tanhā sī lagī
unse milke maiṅ āj

is tarah khule nainā, āe vo mere āge
jis tarah kisī gahrī nīṅd se koī jāge
ab jahāṅ se dūr hūṇ kahīṅ baiṭhī maiṅ albelī

kāśh vo mere banke pās yūṇ kabhī āte
khulte dvār bāhoṅ ke, tan diye se jal jāte
pyār ke binā hai ye man merā, jaise sunī havelī