कितने दिनों के बाद मिले हो
अ: कितने दिनों के बाद मिले हो ज़रा बताओ मुझे सनम -2
इतने दिन तुम कहाँ रहे -2
कु: कितने दिनों के बाद मिले हो पूछ रहा है ये मौसम -2
इतने दिन तुम कहाँ रहे -2
एक दिन भी ऐसा न गया मैने तुझे याद न किया हो -2
एक पल ऐसा न रहा जो मैने तेरा दर्द न लिया हो
अब मुझसे दूर न जाना
अ: कितने दिनों के बाद …
कु: कितने दिनों के बाद …
अ: मेरी तो सुबह और शाम तेरे इन्तज़ार में कटी हैं
तन्हा जुदाई की घड़ी तेरे हसीं प्यार में कटी है
साथिया फिर मुझे न यूँ तड़पाना
कु: कितने दिनों के बाद …
अ: कितने दिनों के बाद …
a: kitne dinoṅ ke bād mile ho zarā batāo mujhe sanam -2
itne din tum kahāṇ rahe -2
ku: kitne dinoṅ ke bād mile ho pūchh rahā hai ye mausam -2
itne din tum kahāṇ rahe -2
ek din bhī aisā na gayā maine tujhe yād na kiyā ho -2
ek pal aisā na rahā jo maine terā dard na liyā ho
ab mujhse dūr na jānā
a: kitne dinoṅ ke bād …
ku: kitne dinoṅ ke bād …
a: merī to subah aur śhām tere intazār meṅ kaṭī haiṅ
tanhā judāī kī ghaṛī tere hasīṅ pyār meṅ kaṭī hai
sāthiyā phir mujhe na yūṇ taṛpānā
ku: kitne dinoṅ ke bād …
a: kitne dinoṅ ke bād …