कितना प्यारा है ये प्यार ... हाय मेरा दिल्
कितना प्यारा है ये प्यार प्यारा प्यारा
हुआ है पहली बार होता है एक बार
फिर ना होगा ये दोबारा
हाय मेरा दिल चुराके ले गया
चुराने वाला मेरा क़ातिल
हाय मेरा दिल चुराके ले गई
चुराने वाली मेरी क़ातिल
ये दिल तुझपे आया है आते आते
दर्द-ए-दिल तो जाता है जाते जाते
जागे हैं सोए हैं
हम दोनो खोए हैं
कैसी तन्हाई है
मस्ती सी छाई है
ये मौसम है प्यार के क़ाबिल
हाय मेरा दिल …
अब तो काटे ना कटें प्यासी रातें
कुछ कुछ होता है सुनके ऐसी बातें
बेचैनी सहने दे
पलकों में रहने दे
तेरी बाहों में है
तेरी राहों में है
जान-ए-जां मेरी मंज़िल
हाय मेरा दिल …
kitnā pyārā hai ye pyār pyārā pyārā
huā hai pahlī bār hotā hai ek bār
phir nā hogā ye dobārā
hāy merā dil churāke le gayā
churāne vālā merā qātil
hāy merā dil churāke le gaī
churāne vālī merī qātil
ye dil tujhpe āyā hai āte āte
dard-e-dil to jātā hai jāte jāte
jāge haiṅ soe haiṅ
ham dono khoe haiṅ
kaisī tanhāī hai
mastī sī chhāī hai
ye mausam hai pyār ke qābil
hāy merā dil …
ab to kāṭe nā kaṭeṅ pyāsī rāteṅ
kuchh kuchh hotā hai sunke aisī bāteṅ
bechainī sahne de
palkoṅ meṅ rahne de
terī bāhoṅ meṅ hai
terī rāhoṅ meṅ hai
jān-e-jāṅ merī maṅzil
hāy merā dil …