Title (Indic)धीरे धीरे आ रे बादल धीरे आ WorkKismet Year1943 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anil Biswas Performer Ameerbai Performer Arun Kumar LyricsHindiधीरे धीरे आ रे बादल धीरे आ रे बादल धीरे धीरे जा मेरा बुलबुल सो रहा है शोर-गुल न मचा रात धुँधली हो गयी है सारी दुनिया सो गयी है सह्जला के कह रही हैं फूल क्यारी में सो गयी सो गयी सो गयी लैला किसी के इंतज़ारी में मेरी लैला को ओ बादल तू नज़र न लगा ओ बादल तू नज़र न लगा मेरा बुलबुल सो रहा है शोर गुल न मचा धीरे धीरे त न ना त न ना त न न न नाऽ त न नाऽ त न न न नाऽ ओ गाने वाले धीरे गाना गीत तू अपना क्यों? अरे टूट जायेगा किसी की आँख का सपना चुपके चुपके कह रहा है मुझ से मेरा दिल आ गयी देखो मुसाफ़िर प्यार की मंज़िल कौन गाता है रुबाई रे फिर ये किस की याद आयी रे किस ने पहना दी है बोलो किस ने पहना दी है मुझ को प्रेम की माला किस ने मेरी ज़िंदगी का रंग बदल डाला तुम कहोगे प्रीत इस को तुम कहोगे प्यार मैं कहूँ, हाँ! मैं कहूँ दो दिल मिले हैं खिल गया संसार दो दिलों की ये कहानी तू भी सुनता जा ओ बादल तू भी सुनता जा! Englishdhīre dhīre ā re bādal dhīre ā re bādal dhīre dhīre jā merā bulbul so rahā hai śhor-gul na machā rāt dhuṇdhlī ho gayī hai sārī duniyā so gayī hai sahjlā ke kah rahī haiṅ phūl kyārī meṅ so gayī so gayī so gayī lailā kisī ke iṅtazārī meṅ merī lailā ko o bādal tū nazar na lagā o bādal tū nazar na lagā merā bulbul so rahā hai śhor gul na machā dhīre dhīre ta na nā ta na nā ta na na na nā' ta na nā' ta na na na nā' o gāne vāle dhīre gānā gīt tū apnā kyoṅ? are ṭūṭ jāyegā kisī kī āṇkh kā sapnā chupke chupke kah rahā hai mujh se merā dil ā gayī dekho musāfir pyār kī maṅzil kaun gātā hai rubāī re phir ye kis kī yād āyī re kis ne pahnā dī hai bolo kis ne pahnā dī hai mujh ko prem kī mālā kis ne merī ziṅdgī kā raṅg badal ḍālā tum kahoge prīt is ko tum kahoge pyār maiṅ kahūṇ, hāṇ! maiṅ kahūṇ do dil mile haiṅ khil gayā saṅsār do diloṅ kī ye kahānī tū bhī suntā jā o bādal tū bhī suntā jā!