Kiskaa mahal hai kiskaa ye ghar hai

किसका महल है किसका ये घर है
Work
Year
Language

ल: किसका महल है किसका ये घर है
लगता है ये कोई सपना ओ सजना
कि: किसका महल है किसका ये घर है
प्रेमनगर है ये अपना ओ रचना
ल: किसका महल है …

कि: जान-ए-मन जान-ए-जाँ
ल: मैं कहाँ तुम कहाँ
मेरी नज़र हैरान है
ये आपका एहसान है
कि: मैने मैने बनाया तुमने सजाया
प्रेमनगर है ये अपना ओ रचना
ल: ओ सजना
किसका महल है …

ल: क्‌या कहूँ क्‌या नहीं
ताज सा है ये हसीं -2
कि: ताज महल तो वीरान है
इस महल में तो मेहमान है
ल: मुझको मुझको यक़ीं है
ये सच नहीं है
लगता है ये कोई सपना
कि: ओ रचना
दो: किसका महल है …

la: kiskā mahal hai kiskā ye ghar hai
lagtā hai ye koī sapnā o sajnā
ki: kiskā mahal hai kiskā ye ghar hai
premangar hai ye apnā o rachnā
la: kiskā mahal hai …

ki: jān-e-man jān-e-jāṇ
la: maiṅ kahāṇ tum kahāṇ
merī nazar hairān hai
ye āpkā ehsān hai
ki: maine maine banāyā tumne sajāyā
premangar hai ye apnā o rachnā
la: o sajnā
kiskā mahal hai …

la: k‌yā kahūṇ k‌yā nahīṅ
tāj sā hai ye hasīṅ -2
ki: tāj mahal to vīrān hai
is mahal meṅ to mehmān hai
la: mujhko mujhko yaqīṅ hai
ye sach nahīṅ hai
lagtā hai ye koī sapnā
ki: o rachnā
do: kiskā mahal hai …