किसी रोज़ तुम से मुलाकात होगी ... मेरी महबूबा
किसी रोज़ तुम से मुलाकात होगी
मेरी जान उस दिन मेरे साथ होगी
मगर कब ना जाने ये बरसात होगी
मेरा दिल है प्यासा मेरा दिल अकेला
ज़रा तस्वीर से तू निकल के सामने आ मेरी महबूबा
मेरी तक़दीर है तू मचल के सामने आ मेरी महबूबा
मेरी महबूबा
O bloody, o blooda o blooduu what to do?
O bloody, o blooda o blooduu We love you.
नहीं याद कब से मगर मैं हूँ जब से
मेरे दिल में तेरी मुहब्बत है तब से
मैं शायर हूं तेरा तू मेरी गज़ल है
बड़ी बेकरारी मुझे आजकल है
ज़रा तस्वीर से तू …
भला कौन है वो हमें भी बताओ
ये तस्वीर उसकी हमें भी दिखाओ
ये किस्से सभी को सुनाते नहीं है
मगर दोस्तों से छुपाते नहीं है
तेरे दर्द-ए-दिल की दवा हम करेंगे
ना कुछ कर सके तो दुआ हम करेंगे
तड़प कर आएगी वो तुझे मिल जाएगी वो तेरी महबूबा
किसी रोज़ अपनी मुलाकात होगी
ज़रा तस्वीर से तू …
kisī roz tum se mulākāt hogī
merī jān us din mere sāth hogī
magar kab nā jāne ye barsāt hogī
merā dil hai pyāsā merā dil akelā
zarā tasvīr se tū nikal ke sāmne ā merī mahbūbā
merī taqdīr hai tū machal ke sāmne ā merī mahbūbā
merī mahbūbā
O bloody, o blooda o blooduu what to do?
O bloody, o blooda o blooduu We love you.
nahīṅ yād kab se magar maiṅ hūṇ jab se
mere dil meṅ terī muhabbat hai tab se
maiṅ śhāyar hūṅ terā tū merī gazal hai
baṛī bekrārī mujhe ājkal hai
zarā tasvīr se tū …
bhalā kaun hai vo hameṅ bhī batāo
ye tasvīr uskī hameṅ bhī dikhāo
ye kisse sabhī ko sunāte nahīṅ hai
magar dostoṅ se chhupāte nahīṅ hai
tere dard-e-dil kī davā ham kareṅge
nā kuchh kar sake to duā ham kareṅge
taṛap kar āegī vo tujhe mil jāegī vo terī mahbūbā
kisī roz apnī mulākāt hogī
zarā tasvīr se tū …