किसी ने मेरा नाम लिखा ... जाने मुझे क्या हो गया
शा: ( किसी ने मेरा नाम लिखा नाम मेरे पैग़ाम लिखा
प्यार लिखा इनकार लिखा ये दिल गया वो गया
जाने मुझे क्या हो गया दीवाना दिल ये खो गया
जाने मुझे क्या हो गया ) -2
female: दिल तेरा क्यूँ रूठा है
चैन किसने लूटा है
हमको भी तो बता
male: कौन है वो क्या करती है
तुझको कैसी लगती है
male female: हमको भी तो बता
शा: हाँ उसका चेहरा देखने को चाँद दिन में जागता है
उसकी ऐसी अदा
जाने मुझे क्या हो गया दीवाना दिल ये खो गया
जाने मुझे क्या हो गया
female: अब ये दिल जुड़ने को है
राज़ भी खुलने को है
आएगा अब मज़ा
male: उसने तुझको यार कहा
या sorry, sweat heart कहा
male female: अब चलेगा पता
शा: हे उसने मुझको यार कहा है एक नहीं सौ बार कहा है
वो भी रातों को जगती है उसने दिन को शाम कहा है
वो करेगी वफ़ा
हाँ मुझे प्यार हो गया दीवाना दिल ये खो गया
हाँ मुझे प्यार हो गया
किसी ने मेरा नाम लिखा नाम मेरे पैग़ाम लिखा
प्यार लिखा इनकार लिखा ये दिल गया वो गया
हाँ मुझे प्यार हो गया -2
हाँ हाँ मुझे प्यार हो गया
śhā: ( kisī ne merā nām likhā nām mere paiġhām likhā
pyār likhā inkār likhā ye dil gayā vo gayā
jāne mujhe kyā ho gayā dīvānā dil ye kho gayā
jāne mujhe kyā ho gayā ) -2
female: dil terā kyūṇ rūṭhā hai
chain kisne lūṭā hai
hamko bhī to batā
male: kaun hai vo kyā kartī hai
tujhko kaisī lagtī hai
male female: hamko bhī to batā
śhā: hāṇ uskā chehrā dekhne ko chāṇd din meṅ jāgtā hai
uskī aisī adā
jāne mujhe kyā ho gayā dīvānā dil ye kho gayā
jāne mujhe kyā ho gayā
female: ab ye dil juṛne ko hai
rāz bhī khulne ko hai
āegā ab mazā
male: usne tujhko yār kahā
yā sorry, sweat heart kahā
male female: ab chalegā patā
śhā: he usne mujhko yār kahā hai ek nahīṅ sau bār kahā hai
vo bhī rātoṅ ko jagtī hai usne din ko śhām kahā hai
vo karegī vafā
hāṇ mujhe pyār ho gayā dīvānā dil ye kho gayā
hāṇ mujhe pyār ho gayā
kisī ne merā nām likhā nām mere paiġhām likhā
pyār likhā inkār likhā ye dil gayā vo gayā
hāṇ mujhe pyār ho gayā -2
hāṇ hāṇ mujhe pyār ho gayā