किसी को पता न चले बात का कि है आज वादा मुलाक़ात का
( किसी को पता न चले बात का
कि है आज वादा मुलाक़ात का ) -2
बुरा हाल है दिल के जज़्बात का
कि है आज वादा …
न दिन था न दिल में ये अरमान थे -2
ये लब मुस्कराहट से अन्जान थे
जुदाई में हम तो परेशान थे
ख़ुदा मेहरबाँ था न इन्सान थे
मगर आज क्या ज़िक्र सदमात का
कि है आज वादा …
मुहब्बत अजी यूँ मचलने लगी -2
शम्मा जैसे महफ़िल में जलने लगी
छुरी मान लो दिल पे चलने लगी
कोई दिल की हसरत निकलने लगी
बदलने लगा रंग हालात का
कि है आज वादा …
सजाओ ये राहें बिछाओ निगाहें -2
ख़बर उनकी आई नज़र मुस्कराई
हुआ है इशारा मिलेगा सहारा
मुहब्बत की प्यासी मिटेगी उदासी
की दीदार होगा अभी प्यार होगा
बनेगा फ़साना किसी बात का
कि है आज वादा …
( kisī ko patā na chale bāt kā
ki hai āj vādā mulāqāt kā ) -2
burā hāl hai dil ke jazbāt kā
ki hai āj vādā …
na din thā na dil meṅ ye armān the -2
ye lab muskrāhaṭ se anjān the
judāī meṅ ham to pareśhān the
khudā meharbāṇ thā na insān the
magar āj kyā zikra sadmāt kā
ki hai āj vādā …
muhabbat ajī yūṇ machalne lagī -2
śhammā jaise mahafil meṅ jalne lagī
chhurī mān lo dil pe chalne lagī
koī dil kī hasrat nikalne lagī
badalne lagā raṅg hālāt kā
ki hai āj vādā …
sajāo ye rāheṅ bichhāo nigāheṅ -2
khabar unkī āī nazar muskrāī
huā hai iśhārā milegā sahārā
muhabbat kī pyāsī miṭegī udāsī
kī dīdār hogā abhī pyār hogā
banegā fasānā kisī bāt kā
ki hai āj vādā …