किरनों के झूलों से ... चली आ
मे: किरनों के झूलों से
उड़ते बगूलों से
गाते हयूलों से आगे चली आ
को: चली आ -3
मे: महक बन के फूलों से आगे चली आ
को: आ आ आ आ
मे: ख़यालों में तुझको बहोत मैंने चाहा -2
मगर सामने है नया एक दुराहा
हयूला नहीं मैं बदन चाहता हूँ
सबा की बजाहें चमन चाहता हूँ
को: चमन चाहता हूँ -2
मे: अधूरी बहारों से
धुँधले नज़ारों से
मुबहम इशारों से आगे चली आ
को: चली आ -3
मे: अब इन चाँद-तारों से आगे चली आ
को: आ आ आ आ
% मुबहम: हिद्देन्/ cओन्cएअलेद्
me: kirnoṅ ke jhūloṅ se
uṛte bagūloṅ se
gāte hayūloṅ se āge chalī ā
ko: chalī ā -3
me: mahak ban ke phūloṅ se āge chalī ā
ko: ā ā ā ā
me: khayāloṅ meṅ tujhko bahot maiṅne chāhā -2
magar sāmne hai nayā ek durāhā
hayūlā nahīṅ maiṅ badan chāhtā hūṇ
sabā kī bajāheṅ chaman chāhtā hūṇ
ko: chaman chāhtā hūṇ -2
me: adhūrī bahāroṅ se
dhuṇdhle nazāroṅ se
mubaham iśhāroṅ se āge chalī ā
ko: chalī ā -3
me: ab in chāṇd-tāroṅ se āge chalī ā
ko: ā ā ā ā
% mubaham: hidden/ concealed