Ki aaee ab aunty kee baaree ... aunty no.

कि आई अब औन्त्य की बारी ... औन्त्य नो. 1
Year
Language

मैं पुरानी हूँ मगर पुरानी शराब जैसी हूँ
गौर से देखिए मैं एक गुलाब जैसी हूँ
नशा मेरा चढ़ के उतरता नहीं
और मुझे देखकर दिल भी भरता नहीं
अपने जिगर को थाम के बैठो
कि बांधी कमरिया से साड़ी कि आई अब aunty की बारी
अपने जिगर को थाम के …

aunty no. 1, aunty no. 1

अंगूरों की मस्त लड़ी थी पर बोतलों में बंद पड़ी थी
छोड़कर सारी दुनिया की लाज बोतलों से बाहर निकली हूँ आज
चाँदी का बीड़ा सोने की थाली मैं हूँ शराबों की एक प्याली
कि छाई बनके खुमारी
कि आई अब aunty की …

शकरकंद
प्यार करने दे हमको करो नज़रबंद
aunty no. 1, aunty no. 1

हर दिल की आरज़ू हूँ मेरे आशिक़ों से पूछो मैं कैसी चीज़ हूँ
किसी ने सच कहा है कि old is gold बड़ी तेज़ बड़ी bold
देखे हैं मैने महले दो-महले ऐसे ही जलवे थे मेरे पहले
की हाथ लगा ना दूंगी गाली
कि आई अब aunty की …

शकरकंद
प्यार करने दे हमको कर न नज़रबंद
aunty no. 1, aunty no. 1

maiṅ purānī hūṇ magar purānī śharāb jaisī hūṇ
gaur se dekhie maiṅ ek gulāb jaisī hūṇ
naśhā merā chaṛh ke utartā nahīṅ
aur mujhe dekhkar dil bhī bhartā nahīṅ
apne jigar ko thām ke baiṭho
ki bāṅdhī kamriyā se sāṛī ki āī ab aunty kī bārī
apne jigar ko thām ke …

aunty no. 1, aunty no. 1

aṅgūroṅ kī mast laṛī thī par botloṅ meṅ baṅd paṛī thī
chhoṛkar sārī duniyā kī lāj botloṅ se bāhar niklī hūṇ āj
chāṇdī kā bīṛā sone kī thālī maiṅ hūṇ śharāboṅ kī ek pyālī
ki chhāī banke khumārī
ki āī ab aunty kī …

śhakarkaṅd
pyār karne de hamko karo nazarbaṅd
aunty no. 1, aunty no. 1

har dil kī ārazū hūṇ mere āśhiqoṅ se pūchho maiṅ kaisī chīz hūṇ
kisī ne sach kahā hai ki old is gold baṛī tez baṛī bold
dekhe haiṅ maine mahle do-mahle aise hī jalve the mere pahle
kī hāth lagā nā dūṅgī gālī
ki āī ab aunty kī …

śhakarkaṅd
pyār karne de hamko kar na nazarbaṅd
aunty no. 1, aunty no. 1