Title (Indic)गुनगुनाती है दिल की धड़कन तो गुनगुनाती क्यूँ है WorkKhwahish Year2003 LanguageHindi Credits Role Artist Music Milind Sagar Performer Asha Bhosle Performer Udit Narayan Writer Faaiz Anwar LyricsHindiको: आ आ आ आ: गुनगुनाती है दिल की धड़कन तो गुनगुनाती क्यूँ है मुस्कुराती है ये ज़िन्दगी तो मुस्कुराती क्यूँ है थोड़ी ख़ुशी है तो क्या थोड़ा सा डर भी है मदहोश मैं हूँ लेकिन इतनी ख़बर भी है कुछ तो है दिल की चाहत कुछ तो है आरज़ू कुछ तो है दिल की ख़्वाहिश कुछ तो है जुस्तज़ू उ: ज़ुबाँ साथ देती नहीं लरज़ते हैं लब मेरे कहूँ तो मैं कैसे कहूँ उड़े होश कब मेरे कसमसाती है रूह दिल में तो कसमसाती क्यूँ है आ: जिस्म से बरस रही आज ख़ुश्बू कोई रंग से उड़ा रहा दिल में हर सू कोई उ: जाने किस मोड़ पे ये क़दम चल पड़े बुझते-बुझते कई शोले से जल पड़े ये बहार ये फ़िज़ा ये समा ये नज़ारे बदले-बदले से आज क्यूँ लगते हैं सारे आ: पहले भी हम मिला करते थे ये मुलाक़ात कुछ और है उ: आज की बात तो छोड़ भी दो आज तो बात कुछ और है आ: गुदगुदाती है ये रुत दिल को तो गुदगुदाती क्यूँ है को: पा पा पा आ: तूने छू लिया मुझे तो ऐसा क्यूँ लगा जैसे दिल में ले रहा हो कोई चुटकियाँ उ: तूने किस निगाह से देखा है मुझे गिर पड़ी हैं दिल पे मेरे कितनी बिजलियाँ आ: ये नशा एक नया दर्द सा लाया है उ: बहका-बहका हूँ मैं जादू सा छाया है ये कैसी बेख़ुदी मेरे दिल को आज़मा रही है दो: आज़माती है बेख़ुदी तो आज़माती क्यूँ है हूँ हूँ हूँ हूँ ला ला हूँ हूँ हूँ हूँ ल ला ल ला ला ला ला Englishko: ā ā ā ā: gungunātī hai dil kī dhaṛkan to gungunātī kyūṇ hai muskurātī hai ye zindgī to muskurātī kyūṇ hai thoṛī khuśhī hai to kyā thoṛā sā ḍar bhī hai madhośh maiṅ hūṇ lekin itnī khabar bhī hai kuchh to hai dil kī chāhat kuchh to hai ārazū kuchh to hai dil kī khvāhiśh kuchh to hai justazū u: zubāṇ sāth detī nahīṅ larazte haiṅ lab mere kahūṇ to maiṅ kaise kahūṇ uṛe hośh kab mere kasamsātī hai rūh dil meṅ to kasamsātī kyūṇ hai ā: jism se baras rahī āj khuśhbū koī raṅg se uṛā rahā dil meṅ har sū koī u: jāne kis moṛ pe ye qadam chal paṛe bujhte-bujhte kaī śhole se jal paṛe ye bahār ye fizā ye samā ye nazāre badle-badle se āj kyūṇ lagte haiṅ sāre ā: pahle bhī ham milā karte the ye mulāqāt kuchh aur hai u: āj kī bāt to chhoṛ bhī do āj to bāt kuchh aur hai ā: gudgudātī hai ye rut dil ko to gudgudātī kyūṇ hai ko: pā pā pā ā: tūne chhū liyā mujhe to aisā kyūṇ lagā jaise dil meṅ le rahā ho koī chuṭkiyāṇ u: tūne kis nigāh se dekhā hai mujhe gir paṛī haiṅ dil pe mere kitnī bijliyāṇ ā: ye naśhā ek nayā dard sā lāyā hai u: bahkā-bahkā hūṇ maiṅ jādū sā chhāyā hai ye kaisī bekhudī mere dil ko āzmā rahī hai do: āzmātī hai bekhudī to āzmātī kyūṇ hai hūṇ hūṇ hūṇ hūṇ lā lā hūṇ hūṇ hūṇ hūṇ la lā la lā lā lā lā