खुशियों की बारात है ... देने वाला जब भी देता
पैसा अरे money money
लगता है अपना भी time fine है भाई
नोट पे नोट छप रहेले हैं
खुशियों की बारात है पैसों की बरसात है
सच्चे हो गए सारे सपने खुले नसीबा यार के
देने वाला जब भी देता देता छप्पर फाड़ के
किती किती कितना किती किती कितना
दिक ताना दिक ताना तिकना तिकना
सब कहते हैं hello, hello साथ हमारे चलो चलो
सबको मुझसे काम है दुनिया भर में नाम है
बंगला भी है गाड़ी भी है महकी महकी बाड़ी भी है
देने वाला जब भी …
मीठा है जल जोग का खाना छप्पन भोग का
साकी मीना जाम है पिस्ता है बादाम है
सेज सजी है फूलों वाली आने वाली है नखराली
देने वाला जब भी …
I say he he he What you got to say
paris वाला suit है ये London का boot है
हां अपना भी style है
अरे हाथों में mobile है
ह हा
मुझको पकड़ें अरे मुझको चूमें
आगे पीछे परियां घूमें
देने वाला जब भी …
paisā are money money
lagtā hai apnā bhī time fine hai bhāī
noṭ pe noṭ chhap rahele haiṅ
khuśhiyoṅ kī bārāt hai paisoṅ kī barsāt hai
sachche ho gae sāre sapne khule nasībā yār ke
dene vālā jab bhī detā detā chhappar phāṛ ke
kitī kitī kitnā kitī kitī kitnā
dik tānā dik tānā tiknā tiknā
sab kahte haiṅ hello, hello sāth hamāre chalo chalo
sabko mujhse kām hai duniyā bhar meṅ nām hai
baṅglā bhī hai gāṛī bhī hai mahkī mahkī bāṛī bhī hai
dene vālā jab bhī …
mīṭhā hai jal jog kā khānā chhappan bhog kā
sākī mīnā jām hai pistā hai bādām hai
sej sajī hai phūloṅ vālī āne vālī hai nakhrālī
dene vālā jab bhī …
I say he he he What you got to say
paris vālā suit hai ye London kā boot hai
hāṅ apnā bhī style hai
are hāthoṅ meṅ mobile hai
ha hā
mujhko pakaṛeṅ are mujhko chūmeṅ
āge pīchhe pariyāṅ ghūmeṅ
dene vālā jab bhī …